Koi Dil Bhi Nafrat Se Khaali Nahin Hai, Urdu Ghazal By Fauziya Mughal

Koi Dil Bhi Nafrat Se Khaali Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fauziya Mughal. Koi Dil Bhi Nafrat Se Khaali Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi Dil Bhi Nafrat Se Khaali Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی دل بھی نفرت سے خالی نہیں ہے

فوزیہ مغل

کوئی دل بھی نفرت سے خالی نہیں ہے

خدا تیری دنیا مثالی نہیں ہے

اذانوں کی رسمیں ادا ہو رہی ہیں

مگر ان میں جوش بلالی نہیں ہے

مرے عہد کے عالموں کی نہ پوچھو

کوئی بھی تو ان میں غزالی نہیں ہے

چمن جو محبت کا سوکھا پڑا ہے

یہ وہ باغ ہے جس کا مالی نہیں ہے

حقیقت ہے رنگ سخن میں نمایاں

مری شاعری تو خیالی نہیں ہے

فوزیہ مغل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Dil Bhi Nafrat Se Khaali Nahin Hai

Fauziya Mughal

koi dil bhi nafrat se KHali nahin hai
KHuda teri duniya misali nahin hai

azanon ki rasmen ada ho rahi hain
magar in mein josh-e-bilali nahin hai

mere ahd ke aalimon ki na puchho
koi bhi to in mein ghazali nahin hai

chaman jo mohabbat ka sukha paDa hai
ye wo bagh hai jis ka mali nahin hai

haqiqat hai rang-e-suKHan mein numayan
meri shaeri to KHayali nahin hai

(366) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Dil Bhi Nafrat Se Khaali Nahin Hai written by Fauziya Mughal at UrduPoint. Koi Dil Bhi Nafrat Se Khaali Nahin Hai is one of the masterpieces written by Fauziya Mughal. You can also find the complete poetry collection of Fauziya Mughal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fauziya Mughal' above.

Koi Dil Bhi Nafrat Se Khaali Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Dil Bhi Nafrat Se Khaali Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.