Aap Ki Barhami Ko Aag Lage, Urdu Ghazal By Fayyaz Jaipuri

Aap Ki Barhami Ko Aag Lage is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fayyaz Jaipuri. Aap Ki Barhami Ko Aag Lage comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aap Ki Barhami Ko Aag Lage on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آپ کی برہمی کو آگ لگے

فیاض جے پوری

آپ کی برہمی کو آگ لگے

یا مری بے بسی کو آگ لگے

مجھ سے دامن چھڑا کے جاتے ہیں

ان کی اس بے رخی کو آگ لگے

زندگی اور وہ بھی تیرے بغیر

پھر تو اس زندگی کو آگ لگے

ان کے آگے زباں کھلی نہ کبھی

میری اس خامشی کو آگ لگے

دل بلبل کا خون کر ڈالا

پھول کی پنکھڑی کو آگ لگے

مجھ کو فیاضؔ کر دیا برباد

اس غم عاشقی کو آگ لگے

فیاض جے پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aap Ki Barhami Ko Aag Lage

Fayyaz Jaipuri

aap ki barhami ko aag lage
ya meri bebasi ko aag lage

mujh se daman chhuDa ke jate hain
un ki is be-ruKHi ko aag lage

zindagi aur wo bhi tere baghair
phir to is zindagi ko aag lage

un ke aage zaban khuli na kabhi
meri is KHamushi ko aag lage

dil-e-bulbul ka KHun kar Dala
phul ki pankhuDi ko aag lage

mujh ko 'fayyaz' kar diya barbaad
is gham-e-ashiqi ko aag lage

(585) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aap Ki Barhami Ko Aag Lage written by Fayyaz Jaipuri at UrduPoint. Aap Ki Barhami Ko Aag Lage is one of the masterpieces written by Fayyaz Jaipuri. You can also find the complete poetry collection of Fayyaz Jaipuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fayyaz Jaipuri' above.

Aap Ki Barhami Ko Aag Lage is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aap Ki Barhami Ko Aag Lage, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.