Wo Mujh Pe Taras Khaen Ye Qismat Hi Nahin Hai, Urdu Ghazal By Fayyaz Jaipuri

Wo Mujh Pe Taras Khaen Ye Qismat Hi Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fayyaz Jaipuri. Wo Mujh Pe Taras Khaen Ye Qismat Hi Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Mujh Pe Taras Khaen Ye Qismat Hi Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ مجھ پہ ترس کھائیں یہ قسمت ہی نہیں ہے

فیاض جے پوری

وہ مجھ پہ ترس کھائیں یہ قسمت ہی نہیں ہے

میں شکوہ کروں یہ مری فطرت ہی نہیں ہے

انجان بنے بیٹھے ہیں وہ بزم میں ایسے

جیسے کہ کسی سے انہیں نسبت ہی نہیں ہے

نکلا بھی قفس سے تو نہ پہنچوں گا چمن تک

مجبور ہوں پرواز کی طاقت ہی نہیں ہے

اے کاش ترا قرب جو ہو جائے میسر

پھر مجھ کو کسی شے کی ضرورت ہی نہیں ہے

فیاضؔ فقط اپنے مقدر سے گلہ ہے

ان سے تو مجھے کوئی شکایت ہی نہیں ہے

فیاض جے پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Mujh Pe Taras Khaen Ye Qismat Hi Nahin Hai

Fayyaz Jaipuri

wo mujh pe taras khaen ye qismat hi nahin hai
main shikwa karun ye meri fitrat hi nahin hai

anjaan bane baiThe hain wo bazm mein aise
jaise ki kisi se unhen nisbat hi nahin hai

nikla bhi qafas se to na pahunchunga chaman tak
majbur hun parwaz ki taqat hi nahin hai

ai kash tera qurb jo ho jae mayassar
phir mujh ko kisi shai ki zarurat hi nahin hai

'fayyaz' faqat apne muqaddar se gila hai
un se to mujhe koi shikayat hi nahin hai

(462) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Mujh Pe Taras Khaen Ye Qismat Hi Nahin Hai written by Fayyaz Jaipuri at UrduPoint. Wo Mujh Pe Taras Khaen Ye Qismat Hi Nahin Hai is one of the masterpieces written by Fayyaz Jaipuri. You can also find the complete poetry collection of Fayyaz Jaipuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fayyaz Jaipuri' above.

Wo Mujh Pe Taras Khaen Ye Qismat Hi Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Mujh Pe Taras Khaen Ye Qismat Hi Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.