Baad-e-saba Hai Raqs Mein KHud Lala-zar Hai, Urdu Ghazal By Fazal Haq Azimabadi

Baad-e-saba Hai Raqs Mein KHud Lala-zar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fazal Haq Azimabadi. Baad-e-saba Hai Raqs Mein KHud Lala-zar Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Baad-e-saba Hai Raqs Mein KHud Lala-zar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

باد صبا ہے رقص میں خود لالہ زار ہے

فضل حق عظیم آبادی

باد صبا ہے رقص میں خود لالہ زار ہے

ایسے میں آپ آئیں تو لطف بہار ہے

مژگان تر کی اوٹ میں آنسو کی دھار ہے

اے چشم شوق کس کا تجھے انتظار ہے

موت و حیات تیرے اشاروں کے نام ہیں

کوئی ادا خزاں ہے تو کوئی بہار ہے

مغرور کیوں ہیں پھول چمن کے بہار پر

دو چار دن کے واسطے فصل بہار ہے

شاہدؔ کے سامنے ہیں مناظر حسیں مگر

دل ہے کہ آپ ہی کے لئے بیقرار ہے

فضل حق عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Baad-e-saba Hai Raqs Mein KHud Lala-zar Hai

Fazal Haq Azimabadi

baad-e-saba hai raqs mein KHud lala-zar hai
aise mein aap aaen to lutf-e-bahaar hai

mizhgan-e-tar ki oT mein aansu ki dhaar hai
ai chashm-e-shauq kis ka tujhe intizar hai

maut-o-hayat tere ishaaron ke nam hain
koi ada KHizan hai to koi bahaar hai

maghrur kyon hain phul chaman ke bahaar par
do-chaar din ke waste fasl-e-bahaar hai

'shahid' ke samne hain manazir hasin magar
dil hai ki aap hi ke liye be-qarar hai

(687) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Baad-e-saba Hai Raqs Mein KHud Lala-zar Hai written by Fazal Haq Azimabadi at UrduPoint. Baad-e-saba Hai Raqs Mein KHud Lala-zar Hai is one of the masterpieces written by Fazal Haq Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Fazal Haq Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fazal Haq Azimabadi' above.

Baad-e-saba Hai Raqs Mein KHud Lala-zar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Baad-e-saba Hai Raqs Mein KHud Lala-zar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.