Ye Daur Kaisa Hai Ya-ilahi Ki Dost Dushman Se Kam Nahin Hai, Urdu Ghazal By Fazil Ansari

Ye Daur Kaisa Hai Ya-ilahi Ki Dost Dushman Se Kam Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fazil Ansari. Ye Daur Kaisa Hai Ya-ilahi Ki Dost Dushman Se Kam Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Daur Kaisa Hai Ya-ilahi Ki Dost Dushman Se Kam Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ دور کیسا ہے یا الٰہی کہ دوست دشمن سے کم نہیں ہے

فاضل انصاری

یہ دور کیسا ہے یا الٰہی کہ دوست دشمن سے کم نہیں ہے

خلوص ہر رہبر‌ زمانہ فریب رہزن سے کم نہیں ہے

ہوا تو ہے بے نقاب کوئی نظر ہے محروم دید پھر بھی

نقاب سے ہے سوا تجلی جمال چلمن سے کم نہیں ہے

لگا کے خون جگر کا ٹیکا ہے سامنے غم کے سر بہ سجدہ

صنم پرستی میں تو بھی اے دل کسی برہمن سے کم نہیں ہے

قفس کہ ہے اب مرا ٹھکانہ ضرور ہوگا تباہ اک دن

کہ بجلیوں کی نظر میں یہ بھی مرے نشیمن سے کم نہیں ہے

مثال خورشید جلوہ گر ہے جگر کا ہر ایک داغ تاباں

نظارہ کر میری شام غم کا جو صبح روشن سے کم نہیں ہے

یہ خشک بے رنگ خار فاضل مرے لئے ہیں گلوں سے بہتر

مری نظر میں مرا بیاباں کسی کے گلشن سے کم نہیں ہے

فاضل انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Daur Kaisa Hai Ya-ilahi Ki Dost Dushman Se Kam Nahin Hai

Fazil Ansari

ye daur kaisa hai ya-ilahi ki dost dushman se kam nahin hai
KHulus-e-har-rahbar-e-zamana fareb-e-rahzan se kam nahin hai

hua to hai be-naqab koi nazar hai mahrum-e-did phir bhi
naqab se hai siwa tajalli jamal-e-chilman se kam nahin hai

laga ke KHun-e-jigar ka Tika hai samne gham ke sar-ba-sajda
sanam-parasti mein tu bhi ai dil kisi barahman se kam nahin hai

qafas ki hai ab mera Thikana zarur hoga tabah ek din
ki bijliyon ki nazar mein ye bhi mere nasheman se kam nahin hai

misal-e-KHurshid jalwa-gar hai jigar ka har ek dagh-e-taban
nazara kar meri sham-e-gham ka jo subh-e-raushan se kam nahin hai

ye KHushk be-rang KHar fazil mere liye hain gulon se behtar
meri nazar mein mera bayaban kisi ke gulshan se kam nahin hai

(730) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Daur Kaisa Hai Ya-ilahi Ki Dost Dushman Se Kam Nahin Hai written by Fazil Ansari at UrduPoint. Ye Daur Kaisa Hai Ya-ilahi Ki Dost Dushman Se Kam Nahin Hai is one of the masterpieces written by Fazil Ansari. You can also find the complete poetry collection of Fazil Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fazil Ansari' above.

Ye Daur Kaisa Hai Ya-ilahi Ki Dost Dushman Se Kam Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Daur Kaisa Hai Ya-ilahi Ki Dost Dushman Se Kam Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.