KHarab-haal Hun Har Haal Mein KHarab Raha, Urdu Ghazal By Fazlurrahman

KHarab-haal Hun Har Haal Mein KHarab Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fazlurrahman. KHarab-haal Hun Har Haal Mein KHarab Raha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHarab-haal Hun Har Haal Mein KHarab Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خراب حال ہوں ہر حال میں خراب رہا

فضل الرحمٰن

خراب حال ہوں ہر حال میں خراب رہا

خوشی میں بھی غم دل کا سا اضطراب رہا

نظارۂ رخ زیبا کی یاں کسے فرصت

نقاب رخ پہ رہی یا وہ بے نقاب رہا

طرب کی بزم میں جا کر کرے گا کیا کوئی

نہ وہ پیالہ نہ وہ مے نہ وہ شباب رہا

نوائے شوق نکلتی ہے اب بھی دل سے مگر

نہ وہ اپج نہ وہ محفل نہ وہ رباب رہا

ہر ایک چیز کی دنیا میں حد مقرر ہے

مگر یہ رنج زمانہ کا بے حساب رہا

خیال و خواب مسرت کی اک توقع پر

تمام عمر مجھے انتظار خواب رہا

فضل الرحمٰن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHarab-haal Hun Har Haal Mein KHarab Raha

Fazlurrahman

KHarab-haal hun har haal mein KHarab raha
KHushi mein bhi gham-e-dil ka sa iztirab raha

nazara-e-ruKH-e-zeba ki yan kise fursat
naqab ruKH pe rahi ya wo be-naqab raha

tarab ki bazm mein ja kar karega kya koi
na wo piyala na wo mai na wo shabab raha

nawa-e-shauq nikalti hai ab bhi dil se magar
na wo upaj na wo mahfil na wo rabab raha

har ek chiz ki duniya mein had muqarrar hai
magar ye ranj zamana ka be-hisab raha

KHayal-o-KHwab masarrat ki ek tawaqqoa par
tamam-umr mujhe intizar-e-KHwab raha

(1022) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHarab-haal Hun Har Haal Mein KHarab Raha written by Fazlurrahman at UrduPoint. KHarab-haal Hun Har Haal Mein KHarab Raha is one of the masterpieces written by Fazlurrahman. You can also find the complete poetry collection of Fazlurrahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fazlurrahman' above.

KHarab-haal Hun Har Haal Mein KHarab Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHarab-haal Hun Har Haal Mein KHarab Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.