BaDa Ghurur Hai Pal Bhar Ki Nek-nami Ka, Urdu Ghazal By Firaq Jalalpuri

BaDa Ghurur Hai Pal Bhar Ki Nek-nami Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Firaq Jalalpuri. BaDa Ghurur Hai Pal Bhar Ki Nek-nami Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read BaDa Ghurur Hai Pal Bhar Ki Nek-nami Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بڑا غرور ہے پل بھر کی نیک نامی کا

فراق جلال پوری

بڑا غرور ہے پل بھر کی نیک نامی کا

رواج عام ہے اس دور میں غلامی کا

امیر شہر نے دستار چھین لی اس کی

صلہ عجیب دیا روز کی سلامی کا

لب فرات رہے پیاسے وارث زمزم

شکار اکیلا نہیں میں ہی تشنہ کامی کا

بصارت ایسی بصیرت نواز دے اللہ

ہمیں سجھائی دے نکتہ ہماری خامی کا

کبھی تو آئنہ چہرے کے روبرو آئے

کبھی تو لمحہ میسر ہو خود کلامی کا

فراقؔ ہو گئے پتھر ہمارے دونوں پاؤں

بڑا تھا ناز ہمیں اپنی تیز گامی کا

فراق جلال پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BaDa Ghurur Hai Pal Bhar Ki Nek-nami Ka

Firaq Jalalpuri

baDa ghurur hai pal bhar ki nek-nami ka
riwaj aam hai is daur mein ghulami ka

amir-e-shahr ne dastar chhin li us ki
sila ajib diya roz ki salami ka

lab-e-furaat rahe pyase waris-e-zamzam
shikar akela nahin main hi tishna-kaami ka

basarat aisi basirat nawaz de allah
hamein sujhai de nukta hamari KHami ka

kabhi to aaina chehre ke ru-ba-ru aae
kabhi to lamha mayassar ho KHud-kalami ka

'firaq' ho gae patthar hamare donon panw
baDa tha naz hamein apni tez-gami ka

(627) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read BaDa Ghurur Hai Pal Bhar Ki Nek-nami Ka written by Firaq Jalalpuri at UrduPoint. BaDa Ghurur Hai Pal Bhar Ki Nek-nami Ka is one of the masterpieces written by Firaq Jalalpuri. You can also find the complete poetry collection of Firaq Jalalpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Firaq Jalalpuri' above.

BaDa Ghurur Hai Pal Bhar Ki Nek-nami Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like BaDa Ghurur Hai Pal Bhar Ki Nek-nami Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.