Dariche Khole Rakhta Hun, Urdu Nazam By Firoz Natiq Khusro

Dariche Khole Rakhta Hun is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Firoz Natiq Khusro. Dariche Khole Rakhta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Dariche Khole Rakhta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دریچے کھولے رکھتا ہوں

فیروز ناطق خسرو

مری سوچیں کبھی مجھ کو

بہت رنجور کرتی ہیں

مجھی سے مجھ کو کوسوں دور کرتی ہیں

میں اکثر سوچتا ہوں

پھر کسی سے بات کر کے

وقت کا لمحہ کوئی زنجیر کرنا ہے

دل سادہ ورق پر نام اک تحریر کرنا ہے

مگر میں اپنی سوچوں پر

عمل پھر بھی نہیں کرتا

جو میرے چاہنے والے ہیں

مجھ سے خوش نہیں رہتے

میں یہ بھی جانتا ہوں

وہ بظاہر کچھ نہیں کہتے

مگر میں خانۂ دل کے دریچے

کھولے رکھتا ہوں

فیروز ناطق خسرو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dariche Khole Rakhta Hun

Firoz Natiq Khusro

meri sochen kabhi mujh ko
bahut ranjur karti hain
mujhi se mujh ko koson dur karti hain
main aksar sochta hun
phir kisi se baat kar ke
waqt ka lamha koi zanjir karna hai
dil-e-sada-waraq par nam ek tahrir karna hai
magar main apni sochon par
amal phir bhi nahin karta
jo mere chahne wale hain
mujh se KHush nahin rahte
main ye bhi jaanta hun
wo ba-zahir kuchh nahin kahte
magar main KHana-e-dil ke dariche
khole rakhta hun

(681) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dariche Khole Rakhta Hun written by Firoz Natiq Khusro at UrduPoint. Dariche Khole Rakhta Hun is one of the masterpieces written by Firoz Natiq Khusro. You can also find the complete poetry collection of Firoz Natiq Khusro by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Firoz Natiq Khusro' above.

Dariche Khole Rakhta Hun is a widely read Urdu Nazam. If you like Dariche Khole Rakhta Hun, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.