Kisi Ko Yaad Kab Hoga, Urdu Nazam By Firoz Natiq Khusro

Kisi Ko Yaad Kab Hoga is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Firoz Natiq Khusro. Kisi Ko Yaad Kab Hoga comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Kisi Ko Yaad Kab Hoga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی کو یاد کب ہوگا

فیروز ناطق خسرو

کبھی تم نے

کسی چھوٹے سے بچے کو

سسکتے نیند میں

بھیگی ہوئی آنکھوں سے دیکھا ہے

کبھی پوچھا ہے خود سے بھی

سبب اس کا

کبھی سوچا ہے تم نے

کس لئے معصوم روتا ہے

کیوں آنکھیں بند اپنی جان کھوتا ہے

کھبی تم نے بھی اپنے بچپنے میں

خواب بوئے تھے

کبھی سوتے میں روئے تھے

تمہیں بھی یاد کب ہوگا

سر مژگاں ستاروں کا چمکنا اور بکھر جانا

بروئے‌ برگ گل تحریر افسانہ

فیروز ناطق خسرو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Ko Yaad Kab Hoga

Firoz Natiq Khusro

kabhi tum ne
kisi chhoTe se bachche ko
sisakte nind mein
bhigi hui aankhon se dekha hai

kabhi puchha hai KHud se bhi
sabab is ka
kabhi socha hai tum ne
kis liye masum rota hai
kyun aankhen band apni jaan khota hai

khubi tum ne bhi apne bachpane mein
KHwab boe the
kabhi sote mein roe the
tumhein bhi yaad kab hoga
sar-e-mizhgan sitaron ka chamakna aur bikhar jaana
ba-ru-e-barg-e-gul tahrir afsana

(705) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kisi Ko Yaad Kab Hoga written by Firoz Natiq Khusro at UrduPoint. Kisi Ko Yaad Kab Hoga is one of the masterpieces written by Firoz Natiq Khusro. You can also find the complete poetry collection of Firoz Natiq Khusro by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Firoz Natiq Khusro' above.

Kisi Ko Yaad Kab Hoga is a widely read Urdu Nazam. If you like Kisi Ko Yaad Kab Hoga, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.