Lab Pe Har Waqt Ye Gila Kya Hai, Urdu Ghazal By Firoza Yasmeen

Lab Pe Har Waqt Ye Gila Kya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Firoza Yasmeen. Lab Pe Har Waqt Ye Gila Kya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lab Pe Har Waqt Ye Gila Kya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لب پہ ہر وقت یہ گلہ کیا ہے

فیروزہ یاسمین

لب پہ ہر وقت یہ گلہ کیا ہے

ایسے جینے میں پھر مزا کیا ہے

سب محبت میں ہار بیٹھے ہیں

دل کے جذبات میں رکھا کیا ہے

شمع امید ہیں جلائے ہوئے

ہم نہیں جانتے وفا کیا ہے

جس نے ہم کو دیا ہے زخم دل

پوچھتے ہیں وہی ہوا کیا ہے

جانتے ہو جو یاسمیںؔ کی غرض

پھر نہ پوچھو کہ مدعا کیا ہے

فیروزہ یاسمین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lab Pe Har Waqt Ye Gila Kya Hai

Firoza Yasmeen

lab pe har waqt ye gila kya hai
aise jine mein phir maza kya hai

sab mohabbat mein haar baiThe hain
dil ke jazbaat mein rakha kya hai

sham-e-umid hain jalae hue
hum nahin jaante wafa kya hai

jis ne hum ko diya hai zaKHm-e-dil
puchhte hain wahi hua kya hai

jaante ho jo 'yasmin' ki gharaz
phir na puchho ki muddaa kya hai

(785) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lab Pe Har Waqt Ye Gila Kya Hai written by Firoza Yasmeen at UrduPoint. Lab Pe Har Waqt Ye Gila Kya Hai is one of the masterpieces written by Firoza Yasmeen. You can also find the complete poetry collection of Firoza Yasmeen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Firoza Yasmeen' above.

Lab Pe Har Waqt Ye Gila Kya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lab Pe Har Waqt Ye Gila Kya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.