Ye Jo Dushman Gham-e-nihani Hai, Urdu Ghazal By France Gaudlib Queen Frasco

Ye Jo Dushman Gham-e-nihani Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, France Gaudlib Queen Frasco. Ye Jo Dushman Gham-e-nihani Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Jo Dushman Gham-e-nihani Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ جو دشمن غم نہانی ہے

فرانس گادلیب کوئن فراسو

یہ جو دشمن غم نہانی ہے

یہ بھی اک دوست اپنا جانی ہے

غافل ہم اس سے وہ رہے ہم سے

عمر رفتہ کی قدر دانی ہے

قصر تعمیر کر چکے ہیں بہت

منزل گور اب بنانی ہے

جس کی الفت میں دل دھڑکتا ہے

اب تلک اس کی بد گمانی ہے

اور بھی اک غزل فراسوؔ پڑھ

اب یہ ہنگامہ شعر خوانی ہے

فرانس گادلیب کوئن فراسو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Jo Dushman Gham-e-nihani Hai

France Gaudlib Queen Frasco

ye jo dushman gham-e-nihani hai
ye bhi ek dost apna jaani hai

ghafil hum us se wo rahe hum se
umr-e-rafta ki qadr-dani hai

qasr tamir kar chuke hain bahut
manzil-e-gor ab banani hai

jis ki ulfat mein dil dhaDakta hai
ab talak us ki bad-gumani hai

aur bhi ek ghazal 'farasu' paDh
ab ye hangama-e-sher-KHwani hai

(390) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Jo Dushman Gham-e-nihani Hai written by France Gaudlib Queen Frasco at UrduPoint. Ye Jo Dushman Gham-e-nihani Hai is one of the masterpieces written by France Gaudlib Queen Frasco. You can also find the complete poetry collection of France Gaudlib Queen Frasco by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of France Gaudlib Queen Frasco' above.

Ye Jo Dushman Gham-e-nihani Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Jo Dushman Gham-e-nihani Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.