RuKH Hawaon Ke Kisi Samt Hon Manzar Hain Wahi, Urdu Ghazal By Fuzail Jafri

RuKH Hawaon Ke Kisi Samt Hon Manzar Hain Wahi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Fuzail Jafri. RuKH Hawaon Ke Kisi Samt Hon Manzar Hain Wahi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read RuKH Hawaon Ke Kisi Samt Hon Manzar Hain Wahi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رخ ہواؤں کے کسی سمت ہوں منظر ہیں وہی

فضیل جعفری

رخ ہواؤں کے کسی سمت ہوں منظر ہیں وہی

ٹوپیاں رنگ بدلتی ہیں مگر سر ہیں وہی

جن کے اجداد کی مہریں در و دیوار پہ ہیں

کیا ستم ہے کہ بھرے شہر میں بے گھر ہیں وہی

پھول ہی پھول تھے خوابوں میں سر وادیٔ شب

صبح دم راہوں میں جلتے ہوئے پتھر ہیں وہی

ناؤ کاغذ کی چلی کاٹھ کے گھوڑے دوڑے

شعبدہ بازی کے سچ پوچھو تو دفتر ہیں وہی

بک گئے پچھلے دنوں صاحب عالم کتنے

ہم فقیروں کے مگر جعفریؔ تیور ہیں وہی

فضیل جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

RuKH Hawaon Ke Kisi Samt Hon Manzar Hain Wahi

Fuzail Jafri

ruKH hawaon ke kisi samt hon manzar hain wahi
Topiyan rang badalti hain magar sar hain wahi

jin ke ajdad ki mohren dar-o-diwar pe hain
kya sitam hai ki bhare shahr mein be-ghar hain wahi

phul hi phul the KHwabon mein sar-e-wadi-e-shab
subh-dam rahon mein jalte hue patthar hain wahi

naw kaghaz ki chali kaTh ke ghoDe dauDe
shoabda-bazi ke sach puchho to daftar hain wahi

bik gae pichhle dinon sahib-e-alam kitne
hum faqiron ke magar 'jafari' tewar hain wahi

(707) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read RuKH Hawaon Ke Kisi Samt Hon Manzar Hain Wahi written by Fuzail Jafri at UrduPoint. RuKH Hawaon Ke Kisi Samt Hon Manzar Hain Wahi is one of the masterpieces written by Fuzail Jafri. You can also find the complete poetry collection of Fuzail Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fuzail Jafri' above.

RuKH Hawaon Ke Kisi Samt Hon Manzar Hain Wahi is a widely read Urdu Ghazal. If you like RuKH Hawaon Ke Kisi Samt Hon Manzar Hain Wahi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.