Pahle Ahbab Ki Kahani Likh, Urdu Ghazal By G R Kanwal

Pahle Ahbab Ki Kahani Likh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, G R Kanwal. Pahle Ahbab Ki Kahani Likh comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pahle Ahbab Ki Kahani Likh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پہلے احباب کی کہانی لکھ

جی آر کنول

پہلے احباب کی کہانی لکھ

پھر ہر اک لفظ کے معانی لکھ

کیوں ترے اپنے غم گساروں سے

زخم خوردہ ہے زندگانی لکھ

خوبیاں لکھ شراب کی لیکن

روح افزا ہے صرف پانی لکھ

دیکھ کر بحر و بر کے ہنگامے

کوئی دلچسپ سی کہانی لکھ

دل کے صحرا میں گرم اشکوں سے

کیسے ہوتی ہے باغبانی لکھ

حرف اول سے لکھ کے نام خدا

دل کی تختی پہ حرف ثانی لکھ

وصل کی شام کے ورق پہ کنولؔ

شادمانی ہی شادمانی لکھ

جی آر کنول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pahle Ahbab Ki Kahani Likh

G R Kanwal

pahle ahbab ki kahani likh
phir har ek lafz ke maani likh

kyon tere apne gham-gusaron se
zaKHm-KHurda hai zindagani likh

KHubiyan likh sharab ki lekin
ruh-afza hai sirf pani likh

dekh kar bahr-o-bar ke hangame
koi dilchasp si kahani likh

dil ke sahra mein garm ashkon se
kaise hoti hai baghbani likh

harf-e-awwal se likh ke nam-e-KHuda
dil ki taKHti pe harf-e-sani likh

wasl ki sham ke waraq pe 'kanwal'
shadmani hi shadmani likh

(715) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pahle Ahbab Ki Kahani Likh written by G R Kanwal at UrduPoint. Pahle Ahbab Ki Kahani Likh is one of the masterpieces written by G R Kanwal. You can also find the complete poetry collection of G R Kanwal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of G R Kanwal' above.

Pahle Ahbab Ki Kahani Likh is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pahle Ahbab Ki Kahani Likh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.