Sari Duniya Mein Hai Kis Tarah Ka Manzar Yara, Urdu Ghazal By Gaazi Moin

Sari Duniya Mein Hai Kis Tarah Ka Manzar Yara is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Gaazi Moin. Sari Duniya Mein Hai Kis Tarah Ka Manzar Yara comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sari Duniya Mein Hai Kis Tarah Ka Manzar Yara on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ساری دنیا میں ہے کس طرح کا منظر یارا

غازی معین

ساری دنیا میں ہے کس طرح کا منظر یارا

اپنے ہی گھر میں ہے ہر آدمی ڈر کر یارا

ایک بے چینی سی ہے قلب کے اندر یارا

میری تنہائی ہے اب بزم سے بڑھ کر یارا

پیار کب رہتا ہے بندش میں ٹھہر کر یارا

بڑھتا ہی جاتا ہے یہ حد سے گزر کر یارا

اس کی آنکھوں کی خماری کی قسم ہے ہم کو

ڈوبے اک بار جو نکلے نہ ابھر کر یارا

دھڑکن پہ میری اک تیرا ہی لکھا ہے نام

دیکھ لینا تو کبھی دل میں اتر کر یارا

غازی معین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sari Duniya Mein Hai Kis Tarah Ka Manzar Yara

Gaazi Moin

sari duniya mein hai kis tarah ka manzar yara
apne hi ghar mein hai har aadmi Dar kar yara

ek bechaini si hai qalb ke andar yara
meri tanhai hai ab bazm se baDh kar yara

pyar kab rahta hai bandish mein Thahar kar yara
baDhta hi jata hai ye had se guzar kar yara

us ki aankhon ki KHumari ki qasam hai hum ko
Dube ek bar jo nikle na ubhar kar yara

dhaDkan pe meri ek tera hi likha hai nam
dekh lena tu kabhi dil mein utar kar yara

(647) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sari Duniya Mein Hai Kis Tarah Ka Manzar Yara written by Gaazi Moin at UrduPoint. Sari Duniya Mein Hai Kis Tarah Ka Manzar Yara is one of the masterpieces written by Gaazi Moin. You can also find the complete poetry collection of Gaazi Moin by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Gaazi Moin' above.

Sari Duniya Mein Hai Kis Tarah Ka Manzar Yara is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sari Duniya Mein Hai Kis Tarah Ka Manzar Yara, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.