Ye Be-KHayali Ka Manzar Dikhai Deta Hai, Urdu Ghazal By Gaazi Moin

Ye Be-KHayali Ka Manzar Dikhai Deta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Gaazi Moin. Ye Be-KHayali Ka Manzar Dikhai Deta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Be-KHayali Ka Manzar Dikhai Deta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ بے خیالی کا منظر دکھائی دیتا ہے

غازی معین

یہ بے خیالی کا منظر دکھائی دیتا ہے

کے بولتا نہیں کچھ پر سنائی دیتا ہے

وہ تیرگی ہے نہ کچھ بھی دکھائی دیتا ہے

بس ایک ماں کا ہی چہرہ دکھائی دیتا ہے

یہ شہر خواب میں ریزہ ہوئے سبھی سپنے

نہ واپسی کا وہ رستا دکھائی دیتا ہے

یہ شب تو کہنے کو تاریک ہے بہت لیکن

امید کا اک اجالا دکھائی دیتا ہے

نکل پڑے ہیں تو کیا پیاس اور کیسی دھوپ

بس اپنے گاؤں کا منظر دکھائی دیتا ہے

وفا اصول محبت سکون اعتبار

غلط ہر ایک کا معانی دکھائی دیتا ہے

غازی معین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Be-KHayali Ka Manzar Dikhai Deta Hai

Gaazi Moin

ye be-KHayali ka manzar dikhai deta hai
ke bolta nahin kuchh par sunai deta hai

wo tirgi hai na kuchh bhi dikhai deta hai
bas ek man ka hi chehra dikhai deta hai

ye shahr-e-KHwab mein reza hue sabhi sapne
na wapsi ka wo rasta dikhai deta hai

ye shab to kahne ko tarik hai bahut lekin
ummid ka ek ujala dikhai deta hai

nikal paDe hain to kya pyas aur kaisi dhup
bas apne ganw ka manzar dikhai deta hai

wafa usul mohabbat sukun e'tibar
ghalat har ek ka maani dikhai deta hai

(798) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ye Be-KHayali Ka Manzar Dikhai Deta Hai written by Gaazi Moin at UrduPoint. Ye Be-KHayali Ka Manzar Dikhai Deta Hai is one of the masterpieces written by Gaazi Moin. You can also find the complete poetry collection of Gaazi Moin by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Gaazi Moin' above.

Ye Be-KHayali Ka Manzar Dikhai Deta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Be-KHayali Ka Manzar Dikhai Deta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.