Zist Mein Tarikiyan BaDhti Gain, Urdu Ghazal By Gauhar Seema

Zist Mein Tarikiyan BaDhti Gain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Gauhar Seema. Zist Mein Tarikiyan BaDhti Gain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zist Mein Tarikiyan BaDhti Gain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زیست میں تاریکیاں بڑھتی گئیں

گوہر سیما

زیست میں تاریکیاں بڑھتی گئیں

لمحہ لمحہ سسکیاں بڑھتی گئیں

بے زبان جب ہو گئی یہ زندگی

ذہن میں سرگوشیاں بڑھتی گئیں

خواہشوں کے پھول مرجھانے لگے

پھر مری یہ ہچکیاں بڑھتی گئیں

زخم کھا کر مسکراتے ہی رہے

دل کی یہ خاموشیاں بڑھتی گئیں

سوچتے ہی سوچتے گزرا سفر

خواب کی سرمستیاں بڑھتی گئیں

گوہر سیما

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zist Mein Tarikiyan BaDhti Gain

Gauhar Seema

zist mein tarikiyan baDhti gain
lamha lamha siskiyan baDhti gain

be-zaban jab ho gai ye zindagi
zehn mein sargoshiyan baDhti gain

KHwahishon ke phul murjhane lage
phir meri ye hichkiyan baDhti gain

zaKHm kha kar muskuraate hi rahe
dil ki ye KHamoshiyan baDhti gain

sochte hi sochte guzra safar
KHwab ki sarmastiyan baDhti gain

(704) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zist Mein Tarikiyan BaDhti Gain written by Gauhar Seema at UrduPoint. Zist Mein Tarikiyan BaDhti Gain is one of the masterpieces written by Gauhar Seema. You can also find the complete poetry collection of Gauhar Seema by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Gauhar Seema' above.

Zist Mein Tarikiyan BaDhti Gain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zist Mein Tarikiyan BaDhti Gain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.