Badalte Pal Mein Hum Mahram Nahin Hain, Urdu Ghazal By Gayatri Mehta

Badalte Pal Mein Hum Mahram Nahin Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Gayatri Mehta. Badalte Pal Mein Hum Mahram Nahin Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Badalte Pal Mein Hum Mahram Nahin Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بدلتے پل میں ہم محرم نہیں ہیں

گایتری مہتا

بدلتے پل میں ہم محرم نہیں ہیں

تیرے جیسے تو کم سے کم نہیں ہیں

منانا بھی تمہیں جی جان سے ہے

خفا کرنے میں بھی ہم کم نہیں ہے

گناہوں کو ترے دے دیں معافی

خدا ہے وہ کہ دیکھو ہم نہیں ہیں

لٹا کر تیرے حصے کی محبت

میری آنکھیں ذرا بھی نم نہیں ہیں

مجھے سینہ سے اپنے تم لگا لو

جدا ہونے کے یہ موسم نہیں ہیں

گایتری مہتا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Badalte Pal Mein Hum Mahram Nahin Hain

Gayatri Mehta

badalte pal mein hum mahram nahin hain
tere jaise to kam se kam nahin hain

manana bhi tumhein ji jaan se hai
KHafa karne mein bhi hum kam nahin hai

gunahon ko tere de den muafi
KHuda hai wo ki dekho hum nahin hain

luTa kar tere hisse ki mohabbat
meri aankhen zara bhi nam nahin hain

mujhe sine se apne tum laga lo
juda hone ke ye mausam nahin hain

(1207) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Badalte Pal Mein Hum Mahram Nahin Hain written by Gayatri Mehta at UrduPoint. Badalte Pal Mein Hum Mahram Nahin Hain is one of the masterpieces written by Gayatri Mehta. You can also find the complete poetry collection of Gayatri Mehta by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Gayatri Mehta' above.

Badalte Pal Mein Hum Mahram Nahin Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Badalte Pal Mein Hum Mahram Nahin Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.