Faqat Is Baat Pe Dil Ro Gaya Hai, Urdu Ghazal By Gayatri Mehta

Faqat Is Baat Pe Dil Ro Gaya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Gayatri Mehta. Faqat Is Baat Pe Dil Ro Gaya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Faqat Is Baat Pe Dil Ro Gaya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فقط اس بات پہ دل رو گیا ہے

گایتری مہتا

فقط اس بات پہ دل رو گیا ہے

جو میرا تھا نہیں وہ کھو گیا ہے

ہوئی حیرت مجھے اس بات کی وہ

مری بانہوں میں کیسے سو گیا ہے

میں اب اس کو جگاؤں بھی تو کیسے

جو مجھ سے لڑ جھگڑ کے سو گیا ہے

وہ اپنی زندگی کے پاپ سارے

سمجھ کے مجھ کو گنگا دھو گیا ہے

اب اس میں پھل لگیں گے نفرتوں کے

وہ مجھ میں بیج ایسا بو گیا ہے

گایتری مہتا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Faqat Is Baat Pe Dil Ro Gaya Hai

Gayatri Mehta

faqat is baat pe dil ro gaya hai
jo mera tha nahin wo kho gaya hai

hui hairat mujhe is baat ki wo
meri banhon mein kaise so gaya hai

main ab us ko jagaun bhi to kaise
jo mujh se laD-jhagaD ke so gaya hai

wo apni zindagi ke pap sare
samajh ke mujh ko ganga dho gaya hai

ab is mein phal lagenge nafraton ke
wo mujh mein bij aisa bo gaya hai

(770) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Faqat Is Baat Pe Dil Ro Gaya Hai written by Gayatri Mehta at UrduPoint. Faqat Is Baat Pe Dil Ro Gaya Hai is one of the masterpieces written by Gayatri Mehta. You can also find the complete poetry collection of Gayatri Mehta by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Gayatri Mehta' above.

Faqat Is Baat Pe Dil Ro Gaya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Faqat Is Baat Pe Dil Ro Gaya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.