Dekha Nahin Wo Aadmi Tanha Kahun Jise, Urdu Ghazal By Ghalib Ahmad

Dekha Nahin Wo Aadmi Tanha Kahun Jise is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghalib Ahmad. Dekha Nahin Wo Aadmi Tanha Kahun Jise comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dekha Nahin Wo Aadmi Tanha Kahun Jise on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھا نہیں وہ آدمی تنہا کہوں جسے

غالب احمد

دیکھا نہیں وہ آدمی تنہا کہوں جسے

وہ آج تک ملا نہیں اپنا کہوں جسے

صدیوں سے انتظار ہے اس ایک شخص کا

آئے ہو کتنی دیر سے اتنا کہوں جسے

نظریں ترس کے رہ گئیں تا عکس آبشار

دیکھا نہیں ہے پانی کا قطرہ کہوں جسے

کون و مکاں میں موجزن ہے تیری آگہی

اک لمحہ بھی ملا نہیں تیرا کہوں جسے

دریا ہوں موج بن کے رواں ہوں تری طرف

اس پار کوئی گھر بھی ہے اپنا کہوں جسے

افسون انتظار تمنا کا نام ہے

حسن طلب میں آرزو گویا کہوں جسے

غالب احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekha Nahin Wo Aadmi Tanha Kahun Jise

Ghalib Ahmad

dekha nahin wo aadmi tanha kahun jise
wo aaj tak mila nahin apna kahun jise

sadiyon se intizar hai us ek shaKHs ka
aae ho kitni der se itna kahun jise

nazren taras ke rah gain ta-aks-e-abshaar
dekha nahin hai pani ka qatra kahun jise

kaun-o-makan mein maujzan hai teri aagahi
ek lamha bhi mila nahin tera kahun jise

dariya hun mauj ban ke rawan hun teri taraf
us par koi ghar bhi hai apna kahun jise

afsun-e-intizar tamanna ka nam hai
husn-e-talab mein aarzu goya kahun jise

(570) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekha Nahin Wo Aadmi Tanha Kahun Jise written by Ghalib Ahmad at UrduPoint. Dekha Nahin Wo Aadmi Tanha Kahun Jise is one of the masterpieces written by Ghalib Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Ghalib Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghalib Ahmad' above.

Dekha Nahin Wo Aadmi Tanha Kahun Jise is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekha Nahin Wo Aadmi Tanha Kahun Jise, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.