Jabin-e-shauq Pe Gard-e-malal Chahti Hai, Urdu Ghazal By Ghalib Ayaz

Jabin-e-shauq Pe Gard-e-malal Chahti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghalib Ayaz. Jabin-e-shauq Pe Gard-e-malal Chahti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jabin-e-shauq Pe Gard-e-malal Chahti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جبین شوق پہ گرد ملال چاہتی ہے

غالب ایاز

جبین شوق پہ گرد ملال چاہتی ہے

مری حیات سفر کا مآل چاہتی ہے

میں وسعتوں کا طلب گار اپنے عشق میں ہوں

وہ میری ذات میں اک یرغمال چاہتی ہے

ہمیں خبر ہے کہ اس مہرباں کی چارہ گری

ہمارے زخموں کا کب اندمال چاہتی ہے

تمہارے بعد مری آنکھ ضد پہ آ گئی ہے

وہی جمال وہی خد و خال چاہتی ہے

ہم اس کے جبر کا قصہ تمام چاہتے ہیں

اور اس کی تیغ ہمارا زوال چاہتی ہے

ہری رتوں کو ادھر کا پتہ نہیں معلوم

برہنہ شاخ عبث دیکھ بھال چاہتی ہے

غالب ایاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jabin-e-shauq Pe Gard-e-malal Chahti Hai

Ghalib Ayaz

jabin-e-shauq pe gard-e-malal chahti hai
meri hayat safar ka maal chahti hai

main wusaton ka talabgar apne ishq mein hun
wo meri zat mein ek yarghamal chahti hai

hamein KHabar hai ki us mehrban ki chaaragari
hamare zaKHmon ka kab indimal chahti hai

tumhaare baad meri aankh zid pe aa gai hai
wahi jamal wahi KHadd-o-KHal chahti hai

hum us ke jabr ka qissa tamam chahte hain
aur us ki tegh hamara zawal chahti hai

hari ruton ko idhar ka pata nahin malum
barhana shaKH abas dekh-bhaal chahti hai

(829) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jabin-e-shauq Pe Gard-e-malal Chahti Hai written by Ghalib Ayaz at UrduPoint. Jabin-e-shauq Pe Gard-e-malal Chahti Hai is one of the masterpieces written by Ghalib Ayaz. You can also find the complete poetry collection of Ghalib Ayaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghalib Ayaz' above.

Jabin-e-shauq Pe Gard-e-malal Chahti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jabin-e-shauq Pe Gard-e-malal Chahti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.