Aankhon Mein Haya Rakh Ke Bhi Bebak Bahut The, Urdu Ghazal By Ghausiya Khan Sabeen

Aankhon Mein Haya Rakh Ke Bhi Bebak Bahut The is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghausiya Khan Sabeen. Aankhon Mein Haya Rakh Ke Bhi Bebak Bahut The comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankhon Mein Haya Rakh Ke Bhi Bebak Bahut The on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھوں میں حیا رکھ کے بھی بے باک بہت تھے

غوثیہ خان سبین

آنکھوں میں حیا رکھ کے بھی بے باک بہت تھے

تھے تیرے گنہ گار مگر پاک بہت تھے

میں اپنا سمجھتی رہی ارباب‌ وفا کو

وہ غیر سے ملتے رہے چالاک بہت تھے

یہ بھی کوئی الفت کا طریقہ ہے جہاں میں

رہ رہ کے جلے ہجر میں ہم خاک بہت تھے

معصوم کو پھر مار دیا کوکھ میں ماں کی

قصہ جو سنے ہم نے وہ غم ناک بہت تھے

ہم لوگ سبیںؔ نرم مزاجی کے پیمبر

جو لوگ ملے ہم سے وہ سفاک بہت تھے

غوثیہ خان سبین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankhon Mein Haya Rakh Ke Bhi Bebak Bahut The

Ghausiya Khan Sabeen

aankhon mein haya rakh ke bhi bebak bahut the
the tere gunahgar magar pak bahut the

main apna samajhti rahi arbab-e-wafa ko
wo ghair se milte rahe chaalak bahut the

ye bhi koi ulfat ka tariqa hai jahan mein
rah rah ke jale hijr mein hum KHak bahut the

masum ko phir mar diya kokh mein man ki
qisse jo sune hum ne wo ghamnak bahut the

hum log 'sabin' narm-mizaji ke payambar
jo log mile hum se wo saffak bahut the

(699) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankhon Mein Haya Rakh Ke Bhi Bebak Bahut The written by Ghausiya Khan Sabeen at UrduPoint. Aankhon Mein Haya Rakh Ke Bhi Bebak Bahut The is one of the masterpieces written by Ghausiya Khan Sabeen. You can also find the complete poetry collection of Ghausiya Khan Sabeen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghausiya Khan Sabeen' above.

Aankhon Mein Haya Rakh Ke Bhi Bebak Bahut The is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankhon Mein Haya Rakh Ke Bhi Bebak Bahut The, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.