MuKHtasar Si Baat Ko Bhi Masala Kahte Rahe, Urdu Ghazal By Ghausiya Khan Sabeen

MuKHtasar Si Baat Ko Bhi Masala Kahte Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghausiya Khan Sabeen. MuKHtasar Si Baat Ko Bhi Masala Kahte Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read MuKHtasar Si Baat Ko Bhi Masala Kahte Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مختصر سی بات کو بھی مسئلہ کہتے رہے

غوثیہ خان سبین

مختصر سی بات کو بھی مسئلہ کہتے رہے

زندگی میں آپ کو کیوں رہنما کہتے رہے

بے وفا ہونے کا فتویٰ دے دیا ان نے ہمیں

عمر بھر جن کے ستم کو ہم وفا کہتے رہے

کر دیا مسمار ان نے ایک پل میں قصر دل

جن کے خستہ گھر کو بھی ہم خوش نما کہتے رہے

ہر گھڑی ہر وقت ہر پل ہر جگہ بے خوف ہم

وہ ہمارے تھے ہمارے ہیں سدا کہتے رہے

دھیرے دھیرے چل دئیے اس راہ پر ہم بھی سبینؔ

رات دن سب جس کو غم کی کربلا کہتے رہے

غوثیہ خان سبین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

MuKHtasar Si Baat Ko Bhi Masala Kahte Rahe

Ghausiya Khan Sabeen

muKHtasar si baat ko bhi masala kahte rahe
zindagi mein aap ko kyun rahnuma kahte rahe

be-wafa hone ka fatwa de diya un ne hamein
umr-bhar jin ke sitam ko hum wafa kahte rahe

kar diya mismar un ne ek pal mein qasr-e-dil
jin ke KHasta ghar ko bhi hum KHush-numa kahte rahe

har ghaDi har waqt har pal har jagah be-KHauf hum
wo hamare the hamare hain sada kahte rahe

dhire dhire chal diye us rah par hum bhi 'sabin'
raat-din sab jis ko gham ki karbala kahte rahe

(811) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read MuKHtasar Si Baat Ko Bhi Masala Kahte Rahe written by Ghausiya Khan Sabeen at UrduPoint. MuKHtasar Si Baat Ko Bhi Masala Kahte Rahe is one of the masterpieces written by Ghausiya Khan Sabeen. You can also find the complete poetry collection of Ghausiya Khan Sabeen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghausiya Khan Sabeen' above.

MuKHtasar Si Baat Ko Bhi Masala Kahte Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like MuKHtasar Si Baat Ko Bhi Masala Kahte Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.