Qalb-o-nazar Ke Silsile Meri Nigah Mein Rahe, Urdu Ghazal By Ghous Mathravi

Qalb-o-nazar Ke Silsile Meri Nigah Mein Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghous Mathravi. Qalb-o-nazar Ke Silsile Meri Nigah Mein Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qalb-o-nazar Ke Silsile Meri Nigah Mein Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قلب و نظر کے سلسلے میری نگاہ میں رہے

غوث متھراوی

قلب و نظر کے سلسلے میری نگاہ میں رہے

مجھ سے قریب تر نہ تھے جو تری چاہ میں رہے

قہر خدا کی زد پہ کیوں آ نہ سکے سیاہ کار

کس کی سپردگی میں تھے کس کی پناہ میں رہے

صورت حال دیکھ کر سب کو ہے فکر یہ کہ اب

جسم اماں میں ہو نہ ہو کج تو کلاہ میں رہے

دار و رسن کے فیصلے سچ کے امین ہوں اگر

تھوڑی سی جرأت سخن حرف گواہ میں رہے

کوئی سبب تو تھا کہ غوثؔ فہم و ذکا کے باوجود

کار ثواب چھوڑ کر کار گناہ میں رہے

غوث متھراوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qalb-o-nazar Ke Silsile Meri Nigah Mein Rahe

Ghous Mathravi

qalb-o-nazar ke silsile meri nigah mein rahe
mujh se qarib-tar na the jo teri chah mein rahe

qahr-e-KHuda ki zad pe kyun aa na sake siyahkar
kis ki supurdagi mein the kis ki panah mein rahe

surat-e-haal dekh kar sab ko hai fikr ye ki ab
jism aman mein ho na ho kaj to kulah mein rahe

dar-o-rasan ke faisle sach ke amin hon agar
thoDi si jurat-e-suKHan harf-e-gawah mein rahe

koi sabab to tha ki 'ghaus' fahm-o-zaka ke bawajud
kar-e-sawab chhoD kar kar-e-gunah mein rahe

(1112) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qalb-o-nazar Ke Silsile Meri Nigah Mein Rahe written by Ghous Mathravi at UrduPoint. Qalb-o-nazar Ke Silsile Meri Nigah Mein Rahe is one of the masterpieces written by Ghous Mathravi. You can also find the complete poetry collection of Ghous Mathravi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghous Mathravi' above.

Qalb-o-nazar Ke Silsile Meri Nigah Mein Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qalb-o-nazar Ke Silsile Meri Nigah Mein Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.