Zamin Ki Kokh Se Lage Hain Kan Us PahaD Par, Urdu Ghazal By Ghulam Nabi Nazir

Zamin Ki Kokh Se Lage Hain Kan Us PahaD Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghulam Nabi Nazir. Zamin Ki Kokh Se Lage Hain Kan Us PahaD Par comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zamin Ki Kokh Se Lage Hain Kan Us PahaD Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمین کی کوکھ سے لگے ہیں کان اس پہاڑ پر

غلام نبی ناظر

زمین کی کوکھ سے لگے ہیں کان اس پہاڑ پر

یہ کون دے رہا ہے یوں اذان اس پہاڑ پر

چہک رہی ہیں بلبلیں بھی خامشی کے پیڑ پر

اٹھا رہی ہیں سر پہ آسمان اس پہاڑ پر

ہوائیں تازہ کار ہیں اندھیرا لال لال ہے

دئے کی لڑکھڑاتی ہے زبان اس پہاڑ پر

نہ ٹوٹیں آفتاب سے نہ چھوٹیں انتخاب سے

سنا رہی ہیں کرنیں داستان اس پہاڑ پر

ردائے شام غم کی وہ فروکشی ہے دیدنی

نوائے صبح کا ہے پاسبان اس پہاڑ پر

خمیدہ آسماں خجستہ گام لو بہار کی

ستادہ چوٹیوں کا اک جہان اس پہاڑ پر

ادھر ہے بوند بوند شعلہ ریز آب چشم کی

ادھر نظر نظر لہولہان اس پہاڑ پر

خلش ستاروں میں ہے کیا شرر شرر ہے سر فشاں

بھڑک رہا ہے کوئی آشیان اس پہاڑ پر

تڑپ رہی ہے یوں فضا شجر شجر ہے مست رقص

جنوں کا ہو رہا ہے امتحان اس پہاڑ پر

ہیولیٰ درد عشق کا سپرد خاک ہو نہ ہو

تڑپنے کا مجھے بھی ہے گمان اس پہاڑ پر

قلم قلم نہ ہو قلم سے رنگ صورتوں میں بھر

کروں گا لفظ لفظ ہرز جان اس پہاڑ پر

غلام نبی ناظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamin Ki Kokh Se Lage Hain Kan Us PahaD Par

Ghulam Nabi Nazir

zamin ki kokh se lage hain kan us pahaD par
ye kaun de raha hai yun azan us pahaD par

chahak rahi hain bulbulen bhi KHamushi ke peD par
uTha rahi hain sar pe aasman us pahaD par

hawaen taza-kar hain andhera lal lal hai
diye ki laDkhaDati hai zaban us pahaD par

na TuTen aaftab se na chhuTen intiKHab se
suna rahi hain kirnen dastan us pahaD par

rida-e-sham-e-gham ki wo farokashi hai didani
nawa-e-subh ka hai pasban us pahaD par

KHamida aasman KHajista gam lau bahaar ki
sitada choTiyon ka ek jahan us pahaD par

udhar hai bund bund shoala-rez aab-e-chashm ki
idhar nazar nazar lahuluhan us pahaD par

KHalish sitaron mein hai kya sharar sharar hai sar-fishan
bhaDak raha hai koi aashiyan us pahaD par

taDap rahi hai yun faza shajar shajar hai mast-e-raqs
junun ka ho raha hai imtihan us pahaD par

hayula dard-e-ishq ka supurd-e-KHak ho na ho
taDapne ka mujhe bhi hai guman us pahaD par

qalam qalam na ho qalam se rang suraton mein bhar
karunga lafz lafz hirz-e-jaan us pahaD par

(383) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zamin Ki Kokh Se Lage Hain Kan Us PahaD Par written by Ghulam Nabi Nazir at UrduPoint. Zamin Ki Kokh Se Lage Hain Kan Us PahaD Par is one of the masterpieces written by Ghulam Nabi Nazir. You can also find the complete poetry collection of Ghulam Nabi Nazir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghulam Nabi Nazir' above.

Zamin Ki Kokh Se Lage Hain Kan Us PahaD Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zamin Ki Kokh Se Lage Hain Kan Us PahaD Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.