Waqt Aur Hum, Urdu Nazam By Gobind Parsad

Waqt Aur Hum is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Gobind Parsad. Waqt Aur Hum comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Waqt Aur Hum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وقت اور ہم

گوبند پرساد

شاہ وقت کا اپنا

کوئی چہرہ نہیں ہوتا

ہم خادموں نے ہی

اس کے چہرے کو اس قدر

سنوار دیا ہے

کہ آئنے کے سامنے

گھنٹوں کھڑے رہ کر وہ خود بینی کر سکے

چہرے کے بھیتر دیکھو

آئینہ در آئینہ چہرہ

وقت کے پار دوستو

ہم خود ہی چہرے ہیں

اور اپنے آئینے بھی خود ہیں

ہم سب کے چہروں میں ہی وقت کا بے رحم چہرہ چھپا ہے

ہماری صورتوں سے مل کر ہی اس کی صورت بنتی ہے

ہم فقیروں کے پاس

کچھ اور ہو نہ ہو کم از کم

آئینہ ادھار کا نہیں ہے

کیوں کہ سمے کو ہم نے خود گڑھا ہے اپنے ہاتھوں

ہم رعایا کو خود بلندی کے آئینے سے

آنکھیں چرانے کی ضرورت نہیں ہے

گوبند پرساد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waqt Aur Hum

Gobind Parsad

shah-e-waqt ka apna
koi chehra nahin hota

hum KHadimon ne hi
us ke chehre ko is qadar
sanwar diya hai
ki aaine ke samne
ghanTon khaDe rah kar wo KHud-bini kar sake

chehre ke bhitar dekho
aaina dar aaina chehra
waqt ke par dosto
hum KHud hi chehre hain
aur apne aaine bhi KHud hain

hum sab ke chehron mein hi waqt ka be-rahm chehra chhupa hai
hamari suraton se mil kar hi us ki surat banti hai
hum faqiron ke pas
kuchh aur ho na ho kam-az-kam
aaina udhaar ka nahin hai
kyon ki samay ko hum ne KHud gaDha hai apne hathon
hum reaya ko KHud bulandi ke aaine se
aankhen churane ki zarurat nahin hai

(651) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waqt Aur Hum written by Gobind Parsad at UrduPoint. Waqt Aur Hum is one of the masterpieces written by Gobind Parsad. You can also find the complete poetry collection of Gobind Parsad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Gobind Parsad' above.

Waqt Aur Hum is a widely read Urdu Nazam. If you like Waqt Aur Hum, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.