MakDiyon Ne Waqt Ki Kar Diya Kamal Sa, Urdu Ghazal By Gulshan Bayabani

MakDiyon Ne Waqt Ki Kar Diya Kamal Sa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Gulshan Bayabani. MakDiyon Ne Waqt Ki Kar Diya Kamal Sa comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read MakDiyon Ne Waqt Ki Kar Diya Kamal Sa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مکڑیوں نے وقت کی کر دیا کمال سا

گلشن بیابانی

مکڑیوں نے وقت کی کر دیا کمال سا

میرے گرد بن دیا الجھنوں کا جال سا

اس نئی صدی کا یہ کارنامہ خوب ہے

سکھ کا ایک لمحہ ہے دکھ کے ایک سال سا

پیٹھ پر لدا ہوا مسئلوں کا بوجھ ہے

بن گیا ہے آدمی آج کل حمال سا

دوستی کے وار سے ٹکڑے ٹکڑے ہو گیا

دل ہمارے سینے میں تھا کبھی جو ڈھال سا

فکر و فن کی تشنگی کس طرح بجھاؤں میں

بستی خیال میں لفظوں کا ہے کال سا

موسم بہار ہے پر ابھی کھلا نہیں

گلشنؔ حیات میں پھول بے مثال سا

گلشن بیابانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

MakDiyon Ne Waqt Ki Kar Diya Kamal Sa

Gulshan Bayabani

makDiyon ne waqt ki kar diya kamal sa
mere gird bun diya uljhanon ka jal sa

is nai sadi ka ye kar-nama KHub hai
sukh ka ek lamha hai dukh ke ek sal sa

piTh par lada hua masalon ka bojh hai
ban gaya hai aadmi aaj-kal hamal sa

dosti ke war se TukDe TukDe ho gaya
dil hamare sine mein tha kabhi jo Dhaal sa

fikr-o-fan ki tishnagi kis tarah bujhaun main
basti-e-KHayal mein lafzon ka hai kal sa

mausam-e-bahaar hai par abhi khila nahin
'gulshan'-e-hayat mein phul be-misal sa

(454) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read MakDiyon Ne Waqt Ki Kar Diya Kamal Sa written by Gulshan Bayabani at UrduPoint. MakDiyon Ne Waqt Ki Kar Diya Kamal Sa is one of the masterpieces written by Gulshan Bayabani. You can also find the complete poetry collection of Gulshan Bayabani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Gulshan Bayabani' above.

MakDiyon Ne Waqt Ki Kar Diya Kamal Sa is a widely read Urdu Ghazal. If you like MakDiyon Ne Waqt Ki Kar Diya Kamal Sa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.