Mohabbat Ka Wada Nibhaya Hai Maine, Urdu Ghazal By Gulshan Bayabani

Mohabbat Ka Wada Nibhaya Hai Maine is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Gulshan Bayabani. Mohabbat Ka Wada Nibhaya Hai Maine comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mohabbat Ka Wada Nibhaya Hai Maine on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

محبت کا وعدہ نبھایا ہے میں نے

گلشن بیابانی

محبت کا وعدہ نبھایا ہے میں نے

زمانے کو نیچا دکھایا ہے میں نے

کہیں وقت اس کو نہ مسمار کر دے

محل آرزو کا بنایا ہے میں نے

وہ مجھ سے بھی آگے بڑھا جا رہا ہے

جسے پاؤں چلنا سکھایا ہے میں نے

زمانہ پہ چھایا ہوا تھا اندھیرا

اندھیرے میں دیپک جلایا ہے میں نے

مصیبت میں تم کیا مرا ساتھ دو گے

تمہیں بارہا آزمایا ہے میں نے

سفینہ اسی نے ڈبویا ہے میرا

جسے ڈوبنے سے بچایا ہے میں نے

بہار سخن مجھ سے منسوب کر دو

بیاباں کو گلشنؔ بنایا ہے میں نے

گلشن بیابانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mohabbat Ka Wada Nibhaya Hai Maine

Gulshan Bayabani

mohabbat ka wada nibhaya hai main ne
zamane ko nicha dikhaya hai main ne

kahin waqt is ko na mismar kar de
mahal aarzu ka banaya hai main ne

wo mujh se bhi aage baDha ja raha hai
jise panw chalna sikhaya hai main ne

zamane pe chhaya hua tha andhera
andhere mein dipak jalaya hai main ne

musibat mein tum kya mera sath doge
tumhein barha aazmaya hai main ne

safina usi ne Duboya hai mera
jise Dubne se bachaya hai main ne

bahaar-e-suKHan mujh se mansub kar do
bayaban ko 'gulshan' banaya hai main ne

(629) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mohabbat Ka Wada Nibhaya Hai Maine written by Gulshan Bayabani at UrduPoint. Mohabbat Ka Wada Nibhaya Hai Maine is one of the masterpieces written by Gulshan Bayabani. You can also find the complete poetry collection of Gulshan Bayabani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Gulshan Bayabani' above.

Mohabbat Ka Wada Nibhaya Hai Maine is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mohabbat Ka Wada Nibhaya Hai Maine, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.