Ishq Mein Har Nafas Ibaadat Hai, Urdu Ghazal By Hafeez Banarasi

Ishq Mein Har Nafas Ibaadat Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hafeez Banarasi. Ishq Mein Har Nafas Ibaadat Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ishq Mein Har Nafas Ibaadat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عشق میں ہر نفس عبادت ہے

حفیظ بنارسی

عشق میں ہر نفس عبادت ہے

مذہب عشق آدمیت ہے

اک زمانہ رقیب ہے میرا

جب سے حاصل تری رفاقت ہے

زندگی نام رنج و غم ہی سہی

پھر بھی کس درجہ خوب صورت ہے

اک محبت بھری نظر کے سوا

اور کیا اہل دل کی قیمت ہے

چند مخلص جہاں اکٹھا ہوں

وہ جگہ اہل دل کی جنت ہے

کون سلجھائے گیسوئے دوراں

اپنی الجھن سے کس کو فرصت ہے

ایک دنیا تباہ کر ڈالے

ایک ذرہ میں ایسی طاقت ہے

ستم دوست ہو کہ لطف دوست

جو بھی مل جائے وہ غنیمت ہے

ان کو دیکھیں گے بے حجاب حفیظؔ

شوق دیدار اگر سلامت ہے

حفیظ بنارسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ishq Mein Har Nafas Ibaadat Hai

Hafeez Banarasi

ishq mein har nafas ibaadat hai
mazhab-e-ishq aadamiyat hai

ek zamana raqib hai mera
jab se hasil teri rifaqat hai

zindagi nam ranj-o-gham hi sahi
phir bhi kis darja KHubsurat hai

ek mohabbat bhari nazar ke siwa
aur kya ahl-e-dil ki qimat hai

chand muKHlis jahan ikaTTha hun
wo jagah ahl-e-dil ki jannat hai

kaun suljhae gesu-e-dauran
apni uljhan se kis ko fursat hai

ek duniya tabah kar Dale
ek zarra mein aisi taqat hai

sitam-dost ho ki lutf dost
jo bhi mil jae wo ghanimat hai

un ko dekhenge be-hijab 'hafiz'
shauq-e-didar agar salamat hai

(740) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ishq Mein Har Nafas Ibaadat Hai written by Hafeez Banarasi at UrduPoint. Ishq Mein Har Nafas Ibaadat Hai is one of the masterpieces written by Hafeez Banarasi. You can also find the complete poetry collection of Hafeez Banarasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hafeez Banarasi' above.

Ishq Mein Har Nafas Ibaadat Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ishq Mein Har Nafas Ibaadat Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.