Meri Wafa Ka Na Socha Tha Ye Sila Dega, Urdu Ghazal By Hafeez Betab

Meri Wafa Ka Na Socha Tha Ye Sila Dega is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hafeez Betab. Meri Wafa Ka Na Socha Tha Ye Sila Dega comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Wafa Ka Na Socha Tha Ye Sila Dega on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مری وفا کا نہ سوچا تھا یہ صلہ دے گا

حفیظ بیتاب

مری وفا کا نہ سوچا تھا یہ صلہ دے گا

سمجھ کے حرف غلط وہ مجھے مٹا دے گا

بھلا وہ دے گا بھی مجھ کو تو اور کیا دے گا

غموں کی دھوپ میں جینے کی بس سزا دے گا

عجیب ضد ہے کہ الٹا ہی سوچتا ہے وہ

میں سچ کہوں گا اسے جھوٹ وہ بنا دے گا

ستم کا اس کے کچھ انداز ہی نرالا ہے

جو موت چاہوں گا جینے کی وہ دعا دے گا

یہ سوچتا ہوں اسے آئنہ دکھا ہی دوں

بہت کرے گا بھری بزم سے اٹھا دے گا

میں چھوڑ دوں اسے بیتابؔ کس طرح آخر

قدم قدم پہ مرا گھر مجھے صدا دے گا

حفیظ بیتاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Wafa Ka Na Socha Tha Ye Sila Dega

Hafeez Betab

meri wafa ka na socha tha ye sila dega
samajh ke harf-e-ghalat wo mujhe miTa dega

bhala wo dega bhi mujh ko to aur kya dega
ghamon ki dhup mein jine ki bas saza dega

ajib zid hai ki ulTa hi sochta hai wo
main sach kahunga use jhuT wo bana dega

sitam ka us ke kuchh andaz hi nirala hai
jo maut chahunga jine ki wo dua dega

ye sochta hun use aaina dikha hi dun
bahut karega bhari bazm se uTha dega

main chhoD dun use 'betab' kis tarah aaKHir
qadam qadam pe mera ghar mujhe sada dega

(715) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Wafa Ka Na Socha Tha Ye Sila Dega written by Hafeez Betab at UrduPoint. Meri Wafa Ka Na Socha Tha Ye Sila Dega is one of the masterpieces written by Hafeez Betab. You can also find the complete poetry collection of Hafeez Betab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hafeez Betab' above.

Meri Wafa Ka Na Socha Tha Ye Sila Dega is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Wafa Ka Na Socha Tha Ye Sila Dega, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.