Rah-e-irfan Mein Apne Hosh Ko Mail Samajhte Hain, Urdu Ghazal By Hafeez Fatima Barelvi

Rah-e-irfan Mein Apne Hosh Ko Mail Samajhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hafeez Fatima Barelvi. Rah-e-irfan Mein Apne Hosh Ko Mail Samajhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rah-e-irfan Mein Apne Hosh Ko Mail Samajhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رہ عرفاں میں اپنے ہوش کو مائل سمجھتے ہیں

حفیظ فاطمہ بریلوی

رہ عرفاں میں اپنے ہوش کو مائل سمجھتے ہیں

ہوئی جب بے خودی طاری اسے منزل سمجھتے ہیں

وفوق شوق کو ہے تنگ اقصائے دو عالم بھی

فضائے لا مکاں پرواز کے قابل سمجھتے ہیں

بقا ظاہر میں ذرات عدم کا اک ہیولیٰ ہے

حقیقت میں فنا کو زیست کا حاصل سمجھتے

زمانہ کا اثر ہوتا نہیں ہے حال پر اپنے

کہ یکساں حالت ماضی و مستقبل سمجھتے ہیں

حفیظ فاطمہ بریلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rah-e-irfan Mein Apne Hosh Ko Mail Samajhte Hain

Hafeez Fatima Barelvi

rah-e-irfan mein apne hosh ko mail samajhte hain
hui jab be-KHudi tari use manzil samajhte hain

wufuq-e-shauq ko hai tang aqsa-e-do-alam bhi
faza-e-la-makan parwaz ke qabil samajhte hain

baqa zahir mein zarraat-e-adam ka ek hayula hai
haqiqat mein fana ko zist ka hasil samajhte

zamane ka asar hota nahin hai haal par apne
ki yaksan haalat-e-mazi-o-mustaqbil samajhte hain

(820) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rah-e-irfan Mein Apne Hosh Ko Mail Samajhte Hain written by Hafeez Fatima Barelvi at UrduPoint. Rah-e-irfan Mein Apne Hosh Ko Mail Samajhte Hain is one of the masterpieces written by Hafeez Fatima Barelvi. You can also find the complete poetry collection of Hafeez Fatima Barelvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hafeez Fatima Barelvi' above.

Rah-e-irfan Mein Apne Hosh Ko Mail Samajhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rah-e-irfan Mein Apne Hosh Ko Mail Samajhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.