Ye Kaise Numu Ke Silsile Hain, Urdu Ghazal By Hafeez Jauhar

Ye Kaise Numu Ke Silsile Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hafeez Jauhar. Ye Kaise Numu Ke Silsile Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Kaise Numu Ke Silsile Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ کیسے نمو کے سلسلے ہیں

حفیظ جوہر

یہ کیسے نمو کے سلسلے ہیں

شاخوں پہ گلاب جل بجھے ہیں

پھیلی ہے ستم کی آگ ہرسو

ہر سمت الاؤ جل رہے ہیں

ہر آنکھ سوال کر رہی ہے

ہر دل میں ہزار وسوسے ہیں

برسی ہیں بلائیں آسماں سے

دھرتی پہ عذاب اگ رہے ہیں

محفوظ نہیں پناہ گاہیں

کیا عقل رسا کے معجزے ہیں

بازار لہو کی وحشتوں کے

تہذیب کے نام پر سجے ہیں

غیروں پہ ہے انحصار اپنا

سوچیں بھی ادھار مانگتے ہیں

سورج بھی ہے دسترس میں لیکن

ہم روشنی کو ترس گئے ہیں

کیا جانیے عہد نو کب آئے

اب تک تو پرانے سلسلے ہیں

حفیظ جوہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Kaise Numu Ke Silsile Hain

Hafeez Jauhar

ye kaise numu ke silsile hain
shaKHon pe gulab jal-bujhe hain

phaili hai sitam ki aag harsu
har samt alaw jal rahe hain

har aankh sawal kar rahi hai
har dil mein hazar waswase hain

barsi hain balaen aasman se
dharti pe azab ug rahe hain

mahfuz nahin panah-gahen
kya aql-e-rasa ke moajize hain

bazar lahu ki wahshaton ke
tahzib ke nam par saje hain

ghairon pe hai inhisar apna
sochen bhi udhaar mangte hain

suraj bhi hai dastaras mein lekin
hum raushni ko taras gae hain

kya jaaniye ahd-e-nau kab aae
ab tak to purane silsile hain

(435) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Kaise Numu Ke Silsile Hain written by Hafeez Jauhar at UrduPoint. Ye Kaise Numu Ke Silsile Hain is one of the masterpieces written by Hafeez Jauhar. You can also find the complete poetry collection of Hafeez Jauhar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hafeez Jauhar' above.

Ye Kaise Numu Ke Silsile Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Kaise Numu Ke Silsile Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.