Ye Mahakte Hue Jazbaat Ye Ashaar Ke Phul, Urdu Ghazal By Hafeez Karnatki

Ye Mahakte Hue Jazbaat Ye Ashaar Ke Phul is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hafeez Karnatki. Ye Mahakte Hue Jazbaat Ye Ashaar Ke Phul comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Mahakte Hue Jazbaat Ye Ashaar Ke Phul on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ مہکتے ہوئے جذبات یہ اشعار کے پھول

حفیظ کرناٹکی

یہ مہکتے ہوئے جذبات یہ اشعار کے پھول

کاش کام آئیں کسی کے مرے افکار کے پھول

میرے دل نے جو سجا رکھے ہیں زخموں کی طرح

کھل نہ پائے کسی گلشن میں وہ معیار کے پھول

سونگھتی ہیں انہیں خوش ہو کے بہشتی حوریں

سرفروشوں کے بدن پر ہیں جو تلوار کے پھول

یہ مرے اشک ندامت ہیں خدا کو محبوب

دنیا والوں کی نگاہوں میں ہیں بیکار کے پھول

مجھ کو تحفے میں عطا اس نے کیے ہیں حافظؔ

کبھی انکار کے کانٹے کبھی اقرار کے پھول

حفیظ کرناٹکی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Mahakte Hue Jazbaat Ye Ashaar Ke Phul

Hafeez Karnatki

ye mahakte hue jazbaat ye ashaar ke phul
kash kaam aaen kisi ke mere afkar ke phul

mere dil ne jo saja rakhe hain zaKHmon ki tarah
khil na pae kisi gulshan mein wo mear ke phul

sunghti hain unhen KHush ho ke bahishti huren
sarfaroshon ke badan par hain jo talwar ke phul

ye mere ashk-e-nadamat hain KHuda ko mahbub
duniya walon ki nigahon mein hain be-kar ke phul

mujh ko tohfe mein ata us ne kiye hain 'hafiz'
kabhi inkar ke kanTe kabhi iqrar ke phul

(660) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Mahakte Hue Jazbaat Ye Ashaar Ke Phul written by Hafeez Karnatki at UrduPoint. Ye Mahakte Hue Jazbaat Ye Ashaar Ke Phul is one of the masterpieces written by Hafeez Karnatki. You can also find the complete poetry collection of Hafeez Karnatki by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hafeez Karnatki' above.

Ye Mahakte Hue Jazbaat Ye Ashaar Ke Phul is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Mahakte Hue Jazbaat Ye Ashaar Ke Phul, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.