Aaj Yun Dard Tera Dil Ke Ufuq Par Chamka, Urdu Ghazal By Hafiz Ludhiyanvi

Aaj Yun Dard Tera Dil Ke Ufuq Par Chamka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hafiz Ludhiyanvi. Aaj Yun Dard Tera Dil Ke Ufuq Par Chamka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaj Yun Dard Tera Dil Ke Ufuq Par Chamka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آج یوں درد ترا دل کے افق پر چمکا

حافظ لدھیانوی

آج یوں درد ترا دل کے افق پر چمکا

جیسے دو پل کے لیے صبح کا اختر چمکا

یوں ضیا بار رہی ہجر کی شب یاد تری

غم کا شعلہ ترے رخسار سے بڑھ کر چمکا

خاک گلشن سے نہ کوئی بھی شرارا پھوٹا

فصل گل آئی نہ کوئی بھی گل تر چمکا

اب نہیں اہل نظر اہل بصیرت کوئی

لعل سمجھے ہیں اسے جب کوئی پتھر چمکا

اک کرن چھوڑ گیا دیدہ و دل میں حافظؔ

وہ حسیں اشک کہ جو نوک مژہ پر چمکا

حافظ لدھیانوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaj Yun Dard Tera Dil Ke Ufuq Par Chamka

Hafiz Ludhiyanvi

aaj yun dard tera dil ke ufuq par chamka
jaise do pul ke liye subh ka aKHtar chamka

yun ziya-bar rahi hijr ki shab yaad teri
gham ka shoala tere ruKHsar se baDh kar chamka

KHak-e-gulshan se na koi bhi sharara phuTa
fasl-e-gul aai na koi bhi gul-e-tar chamka

ab nahin ahl-e-nazar ahl-e-basirat koi
lal samjhe hain use jab koi patthar chamka

ek kiran chhoD gaya dida-o-dil mein 'hafiz'
wo hasin ashk ki jo nok-e-mizha par chamka

(957) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaj Yun Dard Tera Dil Ke Ufuq Par Chamka written by Hafiz Ludhiyanvi at UrduPoint. Aaj Yun Dard Tera Dil Ke Ufuq Par Chamka is one of the masterpieces written by Hafiz Ludhiyanvi. You can also find the complete poetry collection of Hafiz Ludhiyanvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hafiz Ludhiyanvi' above.

Aaj Yun Dard Tera Dil Ke Ufuq Par Chamka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaj Yun Dard Tera Dil Ke Ufuq Par Chamka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.