Har Sher Ghazal Ka Kah Raha Hai, Urdu Ghazal By Hafiz Ludhiyanvi

Har Sher Ghazal Ka Kah Raha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hafiz Ludhiyanvi. Har Sher Ghazal Ka Kah Raha Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Sher Ghazal Ka Kah Raha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر شعر غزل کا کہہ رہا ہے

حافظ لدھیانوی

ہر شعر غزل کا کہہ رہا ہے

تجھ کو بھی بچھڑ کے دکھ ہوا ہے

ہے شعلۂ جاں میں یاد تیری

کیا آگ میں پھول کھل رہا ہے

خورشید سحر طلوع ہو کر

شبنم کا مزاج پوچھتا ہے

کیا اس کو بتاؤں ہجر کے غم

جس پر مرا حال آئنہ ہے

میں کس سے کہوں فسانۂ غم

ہر ایک کا دل دکھا ہوا ہے

کیوں آ گئی درمیان دنیا

یہ تیرا مرا معاملہ ہے

کیا پاؤ گے بت سے فیض حافظؔ

پتھر بھی کہیں خدا بنا ہے

حافظ لدھیانوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Sher Ghazal Ka Kah Raha Hai

Hafiz Ludhiyanvi

har sher ghazal ka kah raha hai
tujh ko bhi bichhaD ke dukh hua hai

hai shola-e-jaan mein yaad teri
kya aag mein phul khil raha hai

KHurshid-e-sahar tulua ho kar
shabnam ka mizaj puchhta hai

kya us ko bataun hijr ke gham
jis par mera haal aaina hai

main kis se kahun fasana-e-gham
har ek ka dil dukha hua hai

kyun aa gai darmiyan duniya
ye tera mera moamla hai

kya paoge but se faiz 'hafiz'
patthar bhi kahin KHuda bana hai

(698) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Sher Ghazal Ka Kah Raha Hai written by Hafiz Ludhiyanvi at UrduPoint. Har Sher Ghazal Ka Kah Raha Hai is one of the masterpieces written by Hafiz Ludhiyanvi. You can also find the complete poetry collection of Hafiz Ludhiyanvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hafiz Ludhiyanvi' above.

Har Sher Ghazal Ka Kah Raha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Sher Ghazal Ka Kah Raha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.