Wo Ek Sawal, Urdu Nazam By Haidar Ali Khan

Wo Ek Sawal is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Haidar Ali Khan. Wo Ek Sawal comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Wo Ek Sawal on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ اک سوال

حیدر علی خان

وہ اک سوال جو تو نے کیا تھا

میں اسی کا جواب ڈھونڈھ رہا ہوں

کبھی سرد راتوں میں کبھی گھنگھور بارشوں میں

کبھی بھوک پیاس میں کبھی تنہا تیری یاد میں

کئی صدیاں گزار دیں یوں تیرے انتظار میں

میں آ کر وہیں رک گیا جہاں تھا تیرے خیال میں

پھر واپس وہیں الجھ گیا تیرے سوال کے جواب میں

سچ میں جو اک سوال تو نے کیا تھا

میں ابھی بھی اسی کا جواب ڈھونڈھ رہا ہوں

حیدر علی خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Ek Sawal

Haidar Ali Khan

wo ek sawal jo tu ne kiya tha
main usi ka jawab DhunDh raha hun
kabhi sard raaton mein kabhi ghanghor barishon mein
kabhi bhuk pyas mein kabhi tanha teri yaad mein
kai sadiyan guzar din yun tere intizar mein
main aa kar wahin ruk gaya jahan tha tere KHayal mein
phir wapas wahin ulajh gaya tere sawal ke jawab mein
sach mein jo ek sawal tu ne kiya tha
main abhi bhi usi ka jawab DhunDh raha hun

(509) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Ek Sawal written by Haidar Ali Khan at UrduPoint. Wo Ek Sawal is one of the masterpieces written by Haidar Ali Khan. You can also find the complete poetry collection of Haidar Ali Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haidar Ali Khan' above.

Wo Ek Sawal is a widely read Urdu Nazam. If you like Wo Ek Sawal, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.