Us Ka Daman ChhuT Gaya, Urdu Ghazal By Haidar Husain Fiza Lucknowi

Us Ka Daman ChhuT Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Haidar Husain Fiza Lucknowi. Us Ka Daman ChhuT Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Us Ka Daman ChhuT Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کا دامن چھوٹ گیا

حیدر حسین فضا لکھنؤی

اس کا دامن چھوٹ گیا

دل کا سہارا ٹوٹ گیا

سمجھے جس کو رہبر امن

وہ ہی سکوں بھی لوٹ گیا

مجھ سے وہ ہیں روٹھے روٹھے

میرا مقدر پھوٹ گیا

چوٹ نظر کی سہ نہ سکا

دل کا شیشہ ٹوٹ گیا

رکتے نہیں ہیں بہتے اشک

بند دریا ٹوٹ گیا

رہتا ہے وہ میرے دل میں

کس نے کہا ہے چھوٹ گیا

ترچھی نظر سے یوں دیکھا

ہاتھ سے ساغر چھوٹ گیا

مل نہ سکی اس کی چوکھٹ

پاؤں کا چھالا پھوٹ گیا

اشک تو کوئی ٹپکا نہیں

شاید تارا ٹوٹ گیا

چپکے سے چھیڑا اس نے فضاؔ

پھوڑا دل کا پھوٹ گیا

حیدر حسین فضا لکھنؤی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Ka Daman ChhuT Gaya

Haidar Husain Fiza Lucknowi

us ka daman chhuT gaya
dil ka sahaara TuT gaya

samjhe jis ko rahbar-e-amn
wo hi sukun bhi luT gaya

mujh se wo hain ruThe ruThe
mera muqaddar phuT gaya

choT nazar ki sah na saka
dil ka shisha TuT gaya

rukte nahin hain bahte ashk
band-e-dariya TuT gaya

rahta hai wo mere dil mein
kis ne kaha hai chhuT gaya

tirchhi nazar se yun dekha
hath se saghar chhuT gaya

mil na saki us ki chaukhaT
panw ka chhaala phuT gaya

ashk to koi Tapka nahin
shayad tara TuT gaya

chupke se chheDa us ne 'faza'
phoDa dil ka phuT gaya

(431) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Us Ka Daman ChhuT Gaya written by Haidar Husain Fiza Lucknowi at UrduPoint. Us Ka Daman ChhuT Gaya is one of the masterpieces written by Haidar Husain Fiza Lucknowi. You can also find the complete poetry collection of Haidar Husain Fiza Lucknowi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haidar Husain Fiza Lucknowi' above.

Us Ka Daman ChhuT Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Us Ka Daman ChhuT Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.