Jab Bhi Girta Hun Tham Leta Hai, Urdu Ghazal By Hairat Farrukhabadi

Jab Bhi Girta Hun Tham Leta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hairat Farrukhabadi. Jab Bhi Girta Hun Tham Leta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Bhi Girta Hun Tham Leta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب بھی گرتا ہوں تھام لیتا ہے

حیرت فرخ آبادی

جب بھی گرتا ہوں تھام لیتا ہے

یوں بھی وہ انتقام لیتا ہے

کیا شکایت ادا ہے یہ اس کی

بے نیازی سے کام لیتا ہے

ایسا کیا کچھ پلا دیا تو نے

جو بھی ہے تیرا نام لیتا ہے

چھڑ ہی جاتی ہے داستاں میری

جب کوئی تیرا نام لیتا ہے

سب کی نظریں بچا کے اے حیرتؔ

کوئی تیرا سلام لیتا ہے

حیرت فرخ آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Bhi Girta Hun Tham Leta Hai

Hairat Farrukhabadi

jab bhi girta hun tham leta hai
yun bhi wo intiqam leta hai

kya shikayat ada hai ye us ki
be-niyazi se kaam leta hai

aisa kya kuchh pila diya tu ne
jo bhi hai tera nam leta hai

chhiD hi jati hai dastan meri
jab koi tera nam leta hai

sab ki nazren bacha ke ai 'hairat'
koi tera salam leta hai

(754) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Bhi Girta Hun Tham Leta Hai written by Hairat Farrukhabadi at UrduPoint. Jab Bhi Girta Hun Tham Leta Hai is one of the masterpieces written by Hairat Farrukhabadi. You can also find the complete poetry collection of Hairat Farrukhabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hairat Farrukhabadi' above.

Jab Bhi Girta Hun Tham Leta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Bhi Girta Hun Tham Leta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.