Hairat Ke Dil Pe War Kiya Hae Kya Kiya, Urdu Ghazal By Hairat Gondvi

Hairat Ke Dil Pe War Kiya Hae Kya Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hairat Gondvi. Hairat Ke Dil Pe War Kiya Hae Kya Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hairat Ke Dil Pe War Kiya Hae Kya Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حیرتؔ کے دل پہ وار کیا ہائے کیا کیا

حیرت گونڈوی

حیرتؔ کے دل پہ وار کیا ہائے کیا کیا

خود کو بھی بے قرار کیا ہائے کیا کیا

مجھ کو نہ تھا خود اپنی نگاہوں پہ اعتبار

اور اس نے اعتبار کیا ہائے کیا کیا

جتنا ہی میں خراب ہوا ناتواں ہوا

اتنا ہی اس نے پیار کیا ہائے کیا کیا

میں اس سے بد گماں رہا اف اے فریب عشق

اور اس نے مجھ کو پیار کیا ہائے کیا کیا

ہنس ہنس کے اپنا دامن رنگیں دیا مجھے

اور میں نے تار تار کیا ہائے کیا کیا

ملتا تھا اک نظر سے مری روح کو قرار

اس نے بھی بے قرار کیا ہائے کیا کیا

حیرت گونڈوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hairat Ke Dil Pe War Kiya Hae Kya Kiya

Hairat Gondvi

'hairat' ke dil pe war kiya hae kya kiya
KHud ko bhi be-qarar kiya hae kya kiya

mujh ko na tha KHud apni nigahon pe e'tibar
aur us ne e'tibar kiya hae kya kiya

jitna hi main KHarab hua na-tawan hua
utna hi us ne pyar kiya hae kya kiya

main us se bad-guman raha uf ai fareb-e-ishq
aur us ne mujh ko pyar kiya hae kya kiya

hans hans ke apna daman-e-rangin diya mujhe
aur main ne tar tar kiya hae kya kiya

milta tha ek nazar se meri ruh ko qarar
us ne bhi be-qarar kiya hae kya kiya

(754) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hairat Ke Dil Pe War Kiya Hae Kya Kiya written by Hairat Gondvi at UrduPoint. Hairat Ke Dil Pe War Kiya Hae Kya Kiya is one of the masterpieces written by Hairat Gondvi. You can also find the complete poetry collection of Hairat Gondvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hairat Gondvi' above.

Hairat Ke Dil Pe War Kiya Hae Kya Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hairat Ke Dil Pe War Kiya Hae Kya Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.