Rakh Diya Hai Meri Dahliz Pe Patthar Kis Ne, Urdu Ghazal By Hameed Almas

Rakh Diya Hai Meri Dahliz Pe Patthar Kis Ne is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hameed Almas. Rakh Diya Hai Meri Dahliz Pe Patthar Kis Ne comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Rakh Diya Hai Meri Dahliz Pe Patthar Kis Ne on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رکھ دیا ہے مری دہلیز پہ پتھر کس نے

حمید الماس

رکھ دیا ہے مری دہلیز پہ پتھر کس نے

اور پھر بھیجے ہیں آسیب کے لشکر کس نے

شجر تر نہ یہاں برگ شناسا کوئی

اس قرینے سے سجایا ہے یہ منظر کس نے

کشتیاں کیسے نکل پائیں گی گیلی تہہ سے

پی لیا چند ہی سانسوں میں سمندر کس نے

پیشوائی کے لیے بنت صبا آئی ہے

پا شکستہ ہوں بنایا ہے قد آور کس نے

میری بستی بھی ہوئی شعلہ زنی میں شامل

لا کے چھوڑے ہیں یہاں آگ کے پیکر کس نے

حمید الماس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Rakh Diya Hai Meri Dahliz Pe Patthar Kis Ne

Hameed Almas

rakh diya hai meri dahliz pe patthar kis ne
aur phir bheje hain aaseb ke lashkar kis ne

shajar-e-tar na yahan barg-e-shanasa koi
is qarine se sajaya hai ye manzar kis ne

kashtiyan kaise nikal paengi gili tah se
pi liya chand hi sanson mein samundar kis ne

peshwai ke liye bint-e-saba aai hai
pa-shikasta hun banaya hai qad-awar kis ne

meri basti bhi hui shoala-zani mein shamil
la ke chhoDe hain yahan aag ke paikar kis ne

(789) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Rakh Diya Hai Meri Dahliz Pe Patthar Kis Ne written by Hameed Almas at UrduPoint. Rakh Diya Hai Meri Dahliz Pe Patthar Kis Ne is one of the masterpieces written by Hameed Almas. You can also find the complete poetry collection of Hameed Almas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hameed Almas' above.

Rakh Diya Hai Meri Dahliz Pe Patthar Kis Ne is a widely read Urdu Ghazal. If you like Rakh Diya Hai Meri Dahliz Pe Patthar Kis Ne, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.