ChhoDiye ChhoDiye Ye Baaten To Afsane Hain, Urdu Ghazal By Hameed Jazib

ChhoDiye ChhoDiye Ye Baaten To Afsane Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hameed Jazib. ChhoDiye ChhoDiye Ye Baaten To Afsane Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ChhoDiye ChhoDiye Ye Baaten To Afsane Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چھوڑیئے چھوڑیئے یہ باتیں تو افسانے ہیں

حمید جاذب

چھوڑیئے چھوڑیئے یہ باتیں تو افسانے ہیں

ہم بھی دیوانے ہیں جو آپ کے دیوانے ہیں

مر کے بھی آپ کو رسوا نہیں ہونے دیں گے

جل کے بد نام جو کرتے ہیں وہ پروانے ہیں

آج انساں نے بھلا ڈالے ہیں یزداں کے کرم

ہم نے تو ظلم بھی احسان ترے جانے ہیں

یوں تو سائے کی طرح ساتھ وہ رہتے ہیں مرے

پھر بھی محسوس یہ ہوتا ہے وہ بیگانے ہیں

میرا اظہار محبت نہ سمجھ پائے آپ

یہ مرے دکھ یہ مرے درد تو انجانے ہیں

حمید جاذب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ChhoDiye ChhoDiye Ye Baaten To Afsane Hain

Hameed Jazib

chhoDiye chhoDiye ye baaten to afsane hain
hum bhi diwane hain jo aap ke diwane hain

mar ke bhi aap ko ruswa nahin hone denge
jal ke bad-nam jo karte hain wo parwane hain

aaj insan ne bhula Dale hain yazdan ke karam
hum ne to zulm bhi ehsan tere jaane hain

yun to sae ki tarah sath wo rahte hain mere
phir bhi mahsus ye hota hai wo begane hain

mera izhaar-e-mohabbat na samajh pae aap
ye mere dukh ye mere dard to anjaane hain

(919) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ChhoDiye ChhoDiye Ye Baaten To Afsane Hain written by Hameed Jazib at UrduPoint. ChhoDiye ChhoDiye Ye Baaten To Afsane Hain is one of the masterpieces written by Hameed Jazib. You can also find the complete poetry collection of Hameed Jazib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hameed Jazib' above.

ChhoDiye ChhoDiye Ye Baaten To Afsane Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like ChhoDiye ChhoDiye Ye Baaten To Afsane Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.