Jis Ko Ehsas-e-gham Nahin Hota, Urdu Ghazal By Hameed Khan Asar

Jis Ko Ehsas-e-gham Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hameed Khan Asar. Jis Ko Ehsas-e-gham Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Ko Ehsas-e-gham Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس کو احساس غم نہیں ہوتا

حمید خاں اثر

جس کو احساس غم نہیں ہوتا

وہ کبھی چشم نم نہیں ہوتا

یوں تو عظمت میں اک فرشتے سے

کوئی انساں بھی کم نہیں ہوتا

عشق میں داغ دل خدا رکھے

چاند سورج سے کم نہیں ہوتا

اشک مژگاں پہ ہی لرزتے ہیں

قطرہ دریا میں ضم نہیں ہوتا

مرگ بلبل پہ آج گلشن میں

دیدۂ گل بھی نم نہیں ہوتا

چارہ سازوں کی اب تسلی سے

صدمۂ ہجر کم نہیں ہوتا

بے وفا تو زمانہ رہتا ہے

با وفا بھی صنم نہیں ہوتا

عشق آساں نہیں کسی کا اثرؔ

کس کی زلفوں میں خم نہیں ہوتا

حمید خاں اثر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Ko Ehsas-e-gham Nahin Hota

Hameed Khan Asar

jis ko ehsas-e-gham nahin hota
wo kabhi chashm-e-nam nahin hota

yun to azmat mein ek farishte se
koi insan bhi kam nahin hota

ishq mein dagh-e-dil KHuda rakkhe
chand suraj se kam nahin hota

ashk mizhgan pe hi larazte hain
qatra dariya mein zam nahin hota

marg-e-bulbul pe aaj gulshan mein
dida-e-gul bhi nam nahin hota

chaarasazon ki ab tasalli se
sadma-e-hijr kam nahin hota

bewafa to zamana rahta hai
ba-wafa bhi sanam nahin hota

ishq aasan nahin kisi ka 'asar'
kis ki zulfon mein KHam nahin hota

(515) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Ko Ehsas-e-gham Nahin Hota written by Hameed Khan Asar at UrduPoint. Jis Ko Ehsas-e-gham Nahin Hota is one of the masterpieces written by Hameed Khan Asar. You can also find the complete poetry collection of Hameed Khan Asar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hameed Khan Asar' above.

Jis Ko Ehsas-e-gham Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Ko Ehsas-e-gham Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.