Tabassum Mein Na Dhal Jata Gudaz Gham To Kya Karte, Urdu Ghazal By Hameed Nag Puri

Tabassum Mein Na Dhal Jata Gudaz Gham To Kya Karte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hameed Nag Puri. Tabassum Mein Na Dhal Jata Gudaz Gham To Kya Karte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tabassum Mein Na Dhal Jata Gudaz Gham To Kya Karte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تبسم میں نہ ڈھل جاتا گداز غم تو کیا کرتے

حمید ناگپوری

تبسم میں نہ ڈھل جاتا گداز غم تو کیا کرتے

کہ یہ شعلہ نہ بن جاتا اگر شبنم تو کیا کرتے

لٹا دیتے نہ اپنی زندگانی ہم تو کیا کرتے

نگاہ لطف کا ہوتا وہی عالم تو کیا کرتے

یوں ہی دیر و حرم کی منزلوں میں ٹھوکریں کھاتے

سہارا گر نہ دیتی لغزش پیہم تو کیا کرتے

حمیدؔ اچھا ہوا خواب طلسم آرزو ٹوٹا

کہ یہ محفل نہ ہو جاتی برہم تو کیا کرتے

حمید ناگپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tabassum Mein Na Dhal Jata Gudaz Gham To Kya Karte

Hameed Nag Puri

tabassum mein na Dhal jata gudaz gham to kya karte
ki ye shoala na ban jata agar shabnam to kya karte

luTa dete na apni zindagani hum to kya karte
nigah-e-lutf ka hota wahi aalam to kya karte

yunhi dair-o-haram ki manzilon mein Thokaren khate
sahaara gar na deti laghzish-e-paiham to kya karte

'hamid' achchha hua KHwab-e-tilism-e-arzu TuTa
ki ye mahfil na ho jati barham to kya karte

(557) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tabassum Mein Na Dhal Jata Gudaz Gham To Kya Karte written by Hameed Nag Puri at UrduPoint. Tabassum Mein Na Dhal Jata Gudaz Gham To Kya Karte is one of the masterpieces written by Hameed Nag Puri. You can also find the complete poetry collection of Hameed Nag Puri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hameed Nag Puri' above.

Tabassum Mein Na Dhal Jata Gudaz Gham To Kya Karte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tabassum Mein Na Dhal Jata Gudaz Gham To Kya Karte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.