Jis Ne Nahin Dukh Hasti Mein Saha Dukh-dard Ki Baaten Kya Jaane, Urdu Ghazal By Hameeda Moeen Rizvi

Jis Ne Nahin Dukh Hasti Mein Saha Dukh-dard Ki Baaten Kya Jaane is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hameeda Moeen Rizvi. Jis Ne Nahin Dukh Hasti Mein Saha Dukh-dard Ki Baaten Kya Jaane comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Ne Nahin Dukh Hasti Mein Saha Dukh-dard Ki Baaten Kya Jaane on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس نے نہیں دکھ ہستی میں سہا دکھ درد کی باتیں کیا جانے

حمیدہ معین رضوی

جس نے نہیں دکھ ہستی میں سہا دکھ درد کی باتیں کیا جانے

غربت کے الم میں ٹوٹی چھت بھیگی برساتیں کیا جانے

اس نور کا جو بھی منکر ہے اندھا ہے اندھیرے کا باسی

وہ شمس و قمر کو کیا جانے تاروں کی براتیں کیا جانے

جو سود و زیاں کا بندہ ہے دل اس کا ہوس کا پھندا ہے

انساں سے مروت کیا جانے دکھ کی سوغاتیں کیا جانے

کچھ میر حرم میں نخوت تھی کچھ کور بصیرت بھی تھا وہ

پہچان نہ ہو دشمن کی جسے دشمن کی وہ گھاتیں کیا جانے

وہ ہار کے بازی جیت گیا میں جیت کے سب کچھ ہار گئی

مجھ ایسی سادہ دل لڑکی بازی و بساطیں کیا جانے

کچھ دکھ تو ملے تقدیر سے تھے کچھ اس پر اضافہ اس نے کیا

وہ شہر نگاراں کا باسی سولی پہ یہ راتیں کیا جانے

حمیدہ معین رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Ne Nahin Dukh Hasti Mein Saha Dukh-dard Ki Baaten Kya Jaane

Hameeda Moeen Rizvi

jis ne nahin dukh hasti mein saha dukh-dard ki baaten kya jaane
ghurbat ke alam mein TuTi chhat bhigi barsaten kya jaane

us nur ka jo bhi munkir hai andha hai andhere ka basi
wo shams-o-qamar ko kya jaane taron ki baraaten kya jaane

jo sud-o-ziyan ka banda hai dil us ka hawas ka phanda hai
insan se murawwat kya jaane dukh ki saughaten kya jaane

kuchh mir-e-haram mein naKHwat thi kuchh kor-basirat bhi tha wo
pahchan na ho dushman ki jise dushman ki wo ghaten kya jaane

wo haar ke bazi jit gaya main jit ke sab kuchh haar gai
mujh aisi sada-dil laDki bazi-o-bisaten kya jaane

kuchh dukh to mile taqdir se the kuchh us par izafa us ne kiya
wo shahr-e-nigaran ka basi suli pe ye raaten kya jaane

(547) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Ne Nahin Dukh Hasti Mein Saha Dukh-dard Ki Baaten Kya Jaane written by Hameeda Moeen Rizvi at UrduPoint. Jis Ne Nahin Dukh Hasti Mein Saha Dukh-dard Ki Baaten Kya Jaane is one of the masterpieces written by Hameeda Moeen Rizvi. You can also find the complete poetry collection of Hameeda Moeen Rizvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hameeda Moeen Rizvi' above.

Jis Ne Nahin Dukh Hasti Mein Saha Dukh-dard Ki Baaten Kya Jaane is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Ne Nahin Dukh Hasti Mein Saha Dukh-dard Ki Baaten Kya Jaane, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.