Ghum Rahe Hain Aangan Aangan Chand Hawa Aur Main, Urdu Ghazal By Hamid Yazdani

Ghum Rahe Hain Aangan Aangan Chand Hawa Aur Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hamid Yazdani. Ghum Rahe Hain Aangan Aangan Chand Hawa Aur Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghum Rahe Hain Aangan Aangan Chand Hawa Aur Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھوم رہے ہیں آنگن آنگن چاند ہوا اور میں

حامد یزدانی

گھوم رہے ہیں آنگن آنگن چاند ہوا اور میں

ڈھونڈ رہے ہیں بچھڑا بچپن چاند ہوا اور میں

بھولا بسرا افسانہ ہیں آج اس کے نزدیک

کل تک تھے جس دل کی دھڑکن چاند ہوا اور میں

خوابوں سے بے نام جزیروں میں گھومے سو بار

یادوں کا تھامے ہوئے دامن چاند ہوا اور میں

اپنے ہی گھر میں ہیں یا صحرا میں گرم سفر

کیوں کر سلجھائیں یہ الجھن چاند ہوا اور میں

آج کے دور میں اپنی ہی پہچان ہوئی دشوار

دیکھ رہے ہیں وقت کا درپن چاند ہوا اور میں

رنگ کا ہالہ خوشبو کا اک جھونکا کچھ تو ملے

کب سے ہیں آوارۂ گلشن چاند ہوا اور میں

پرچھائیں کے پیچھے بھاگے کھوئے خلاؤں میں

نکلے آپ ہی اپنے دشمن چاند ہوا اور میں

جانے کس کی کون ہے منزل پھر بھی ہیں اک ساتھ

گھوم رہے ہیں تینوں بن بن چاند ہوا اور میں

عریانی کا دوش کسے دیں اپنی ہے تقدیر

خود ہی جلا بیٹھے پیراہن چاند ہوا اور میں

حامد یزدانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghum Rahe Hain Aangan Aangan Chand Hawa Aur Main

Hamid Yazdani

ghum rahe hain aangan aangan chand hawa aur main
DhunD rahe hain bichhDa bachpan chand hawa aur main

bhula-bisra afsana hain aaj us ke nazdik
kal tak the jis dil ki dhaDkan chand hawa aur main

KHwabon se be-nam jaziron mein ghume sau bar
yaadon ka thame hue daman chand hawa aur main

apne hi ghar mein hain ya sahra mein garm-e-safar
kyunkar suljhaen ye uljhan chand hawa aur main

aaj ke daur mein apni hi pahchan hui dushwar
dekh rahe hain waqt ka darpan chand hawa aur main

rang ka haala KHushbu ka ek jhonka kuchh to mile
kab se hain aawara-e-gulshan chand hawa aur main

parchhain ke pichhe bhage khoe KHalaon mein
nikle aap hi apne dushman chand hawa aur main

jaane kis ki kaun hai manzil phir bhi hain ek sath
ghum rahe hain tinon ban ban chand hawa aur main

uryani ka dosh kise den apni hai taqdir
KHud hi jala baiThe pairahan chand hawa aur main

(1186) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghum Rahe Hain Aangan Aangan Chand Hawa Aur Main written by Hamid Yazdani at UrduPoint. Ghum Rahe Hain Aangan Aangan Chand Hawa Aur Main is one of the masterpieces written by Hamid Yazdani. You can also find the complete poetry collection of Hamid Yazdani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hamid Yazdani' above.

Ghum Rahe Hain Aangan Aangan Chand Hawa Aur Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghum Rahe Hain Aangan Aangan Chand Hawa Aur Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.