Ajab Main Hun Ajab Hi Dil Hai Jaanan, Urdu Ghazal By Hamza Bilal

Ajab Main Hun Ajab Hi Dil Hai Jaanan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hamza Bilal. Ajab Main Hun Ajab Hi Dil Hai Jaanan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ajab Main Hun Ajab Hi Dil Hai Jaanan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عجب میں ہوں عجب ہی دل ہے جاناں

حمزہ بلال

عجب میں ہوں عجب ہی دل ہے جاناں

یہ پاگل تجھ پہ ہی مائل ہے جاناں

جسے سب کہہ رہے ہیں اپنا رہبر

وہی ہے ہاں وہی قاتل ہے جاناں

یہاں حامی نہیں کوئی ہمارا

یہ پورا شہر ہی بزدل ہے جاناں

زمانے کے ستم ہیں بے تحاشا

ترا غم ساتھ میں شامل ہے جاناں

ہماری موت کا باعث بنے گا

لبوں کے پاس جو اک تل ہے جاناں

نہیں اگلے جنم کا بھی دلاسہ

مسلماں ہوں بڑی مشکل ہے جاناں

حمزہ بلال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ajab Main Hun Ajab Hi Dil Hai Jaanan

Hamza Bilal

ajab main hun ajab hi dil hai jaanan
ye pagal tujh pe hi mail hai jaanan

jise sab kah rahe hain apna rahbar
wahi hai han wahi qatil hai jaanan

yahan hami nahin koi hamara
ye pura shahr hi buzdil hai jaanan

zamane ke sitam hain be-tahasha
tera gham sath mein shamil hai jaanan

hamari maut ka bais banega
labon ke pas jo ek til hai jaanan

nahin agle janam ka bhi dilasa
musalman hun baDi mushkil hai jaanan

(725) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ajab Main Hun Ajab Hi Dil Hai Jaanan written by Hamza Bilal at UrduPoint. Ajab Main Hun Ajab Hi Dil Hai Jaanan is one of the masterpieces written by Hamza Bilal. You can also find the complete poetry collection of Hamza Bilal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hamza Bilal' above.

Ajab Main Hun Ajab Hi Dil Hai Jaanan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ajab Main Hun Ajab Hi Dil Hai Jaanan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.