Hum Ko Teri Taraf Se Ishaara Nahin Mila, Urdu Ghazal By Hamza Bilal

Hum Ko Teri Taraf Se Ishaara Nahin Mila is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hamza Bilal. Hum Ko Teri Taraf Se Ishaara Nahin Mila comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum Ko Teri Taraf Se Ishaara Nahin Mila on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم کو تری طرف سے اشارہ نہیں ملا

حمزہ بلال

ہم کو تری طرف سے اشارہ نہیں ملا

آنکھیں ملیں مگر وہ نظارہ نہیں ملا

ملنے کی آرزو تو رہی عمر بھر مجھے

لیکن مجھے وہ شخص دوبارہ نہیں ملا

ہم نے سفر تمام سمندر میں طے کیا

افسوس ہے یہی کہ کنارہ نہیں ملا

سودے جہاں ہوئے یہ اصول و ضمیر کے

ہرگز وہاں نشان ہمارا نہیں ملا

غم کی تجارتوں میں منافع رہا بہت

حمزہؔ ہمیں کہیں بھی خسارہ نہیں ملا

حمزہ بلال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Ko Teri Taraf Se Ishaara Nahin Mila

Hamza Bilal

hum ko teri taraf se ishaara nahin mila
aankhen milin magar wo nazara nahin mila

milne ki aarzu to rahi umr bhar mujhe
lekin mujhe wo shaKHs dobara nahin mila

hum ne safar tamam samundar mein tai kiya
afsos hai yahi ki kinara nahin mila

saude jahan hue ye usul-o-zamir ke
hargiz wahan nishan hamara nahin mila

gham ki tijaraton mein munafea raha bahut
'hamza' hamein kahin bhi KHasara nahin mila

(805) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum Ko Teri Taraf Se Ishaara Nahin Mila written by Hamza Bilal at UrduPoint. Hum Ko Teri Taraf Se Ishaara Nahin Mila is one of the masterpieces written by Hamza Bilal. You can also find the complete poetry collection of Hamza Bilal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hamza Bilal' above.

Hum Ko Teri Taraf Se Ishaara Nahin Mila is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Ko Teri Taraf Se Ishaara Nahin Mila, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.