Aamad Hai Bahaaron Ki Koi Baat Kare Hai, Urdu Ghazal By Haq Nawaz Akhtar

Aamad Hai Bahaaron Ki Koi Baat Kare Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Haq Nawaz Akhtar. Aamad Hai Bahaaron Ki Koi Baat Kare Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aamad Hai Bahaaron Ki Koi Baat Kare Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آمد ہے بہاروں کی کوئی بات کرے ہے

حق نواز اختر

آمد ہے بہاروں کی کوئی بات کرے ہے

محبوب مرا مجھ سے ملاقات کرے ہے

عاشق کو سروکار نہیں کار جہاں سے

دل میرا تمنا تری دن رات کرے ہے

ہے اپنا جنوں عشق کی بدنامی کا باعث

وہ غیر کی محفل میں شکایات کرے ہے

ہاں تجھ کو وہ فرصت میں بلائیں گے بہت جلد

درباں ترے عاشق سے یہی بات کرے ہے

جب ختم ہوئی مے تو نگاہوں سے پلایا

ساقی ترے رندوں پہ عنایات کرے ہے

کس شان سے مقتل کو چلا عاشق صادق

اس شہر میں اخترؔ کی ہر اک بات کرے ہے

حق نواز اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aamad Hai Bahaaron Ki Koi Baat Kare Hai

Haq Nawaz Akhtar

aamad hai bahaaron ki koi baat kare hai
mahbub mera mujh se mulaqat kare hai

aashiq ko sarokar nahin kar-e-jahan se
dil mera tamanna teri din-raat kare hai

hai apna junun ishq ki badnami ka bais
wo ghair ki mahfil mein shikayat kare hai

han tujh ko wo fursat mein bulaenge bahut jald
darban tere aashiq se yahi baat kare hai

jab KHatm hui mai to nigahon se pilaya
saqi tere rindon pe inayat kare hai

kis shan se maqtal ko chala aashiq-e-sadiq
is shahr mein 'aKHtar' ki har ek baat kare hai

(688) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aamad Hai Bahaaron Ki Koi Baat Kare Hai written by Haq Nawaz Akhtar at UrduPoint. Aamad Hai Bahaaron Ki Koi Baat Kare Hai is one of the masterpieces written by Haq Nawaz Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Haq Nawaz Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haq Nawaz Akhtar' above.

Aamad Hai Bahaaron Ki Koi Baat Kare Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aamad Hai Bahaaron Ki Koi Baat Kare Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.