Bahaar Aai Hai Sadme Se Hamara Haal Abtar Hai, Urdu Ghazal By Haqeer

Bahaar Aai Hai Sadme Se Hamara Haal Abtar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Haqeer. Bahaar Aai Hai Sadme Se Hamara Haal Abtar Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahaar Aai Hai Sadme Se Hamara Haal Abtar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بہار آئی ہے صدمہ سے ہمارا حال ابتر ہے

حقیر

بہار آئی ہے صدمہ سے ہمارا حال ابتر ہے

گھٹا گھنگھور چھائی ہے نہ ساقی ہے نہ ساغر ہے

نشاں کیا پوچھتے ہیں آپ ہم خانہ بدوشوں کا

کبھی گلشن میں مسکن ہے کبھی صحرا میں بستر ہے

حقارت کی نگاہوں سے نہ فرش خاک کو دیکھو

امیروں کا فقیروں کا یہی آخر کو بستر ہے

حقیرؔ اک خواب تھا جو آپ نے دیکھا تھا لندن میں

نہ وہ سامان ہے باقی نہ اب پہلو میں دلبر ہے

حقیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahaar Aai Hai Sadme Se Hamara Haal Abtar Hai

Haqeer

bahaar aai hai sadme se hamara haal abtar hai
ghaTa ghanghor chhai hai na saqi hai na saghar hai

nishan kya puchhte hain aap hum KHana-ba-doshon ka
kabhi gulshan mein maskan hai kabhi sahra mein bistar hai

haqarat ki nigahon se na farsh-e-KHak ko dekho
amiron ka faqiron ka yahi aaKHir ko bistar hai

'haqir' ek KHwab tha jo aap ne dekha tha london mein
na wo saman hai baqi na ab pahlu mein dilbar hai

(634) ووٹ وصول ہوئے

You can read Bahaar Aai Hai Sadme Se Hamara Haal Abtar Hai written by Haqeer at UrduPoint. Bahaar Aai Hai Sadme Se Hamara Haal Abtar Hai is one of the masterpieces written by Haqeer. You can also find the complete poetry collection of Haqeer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haqeer' above.

Bahaar Aai Hai Sadme Se Hamara Haal Abtar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahaar Aai Hai Sadme Se Hamara Haal Abtar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.