Bahane DhunD Ke Late The Yar Ek Se Ek, Urdu Ghazal By Harshit Mishra
Bahane DhunD Ke Late The Yar Ek Se Ek is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Harshit Mishra. Bahane DhunD Ke Late The Yar Ek Se Ek comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahane DhunD Ke Late The Yar Ek Se Ek on this page of UrduPoint.
بہانے ڈھونڈ کے لاتے تھے یار ایک سے ایک
ہرشت مشرا
بہانے ڈھونڈ کے لاتے تھے یار ایک سے ایک
ہمارے ساتھ رہے غم گسار ایک سے ایک
کہاں کہاں پہ عقیدوں سے سر جھکائے کوئی
قدم قدم پہ ہیں پروردگار ایک سے ایک
فلک پہ ہو کہ نہ ہو خاک رو کوئی موجود
زمین پر ہیں ستارا شعار ایک سے ایک
تمہیں نہیں ہو نماز شب وفا کے امین
پڑے ہوئے ہیں تہجد گزار ایک سے ایک
ابھی تو صرف تعاقب مری زمین کا ہے
ابھی تو ہوں گے ہوا میں شکار ایک سے ایک
کسے کسے میں بناؤں نگاہ کا مرکز
کہ جان ایک ہے اور جاں نثار ایک سے ایک
کوئی نہ کوئی بنائے گا عشق کے کوزے
وفا کا چاک سلامت کمہار ایک سے ایک
اک آئنے نے مرے کان میں کہا ہرشتؔ
تمہی نہیں ہیں یہاں داغ دار ایک سے ایک
ہرشت مشرا
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Bahane DhunD Ke Late The Yar Ek Se Ek
Harshit Mishra
hamare sath rahe gham-gusar ek se ek
kahan kahan pe aqidon se sar jhukae koi
qadam qadam pe hain parwardigar ek se ek
falak pe ho ki na ho KHak-ru koi maujud
zamin par hain sitara-shiar ek se ek
tumhin nahin ho namaz-e-shab-e-wafa ke amin
paDe hue hain tahajjud-guzar ek se ek
abhi to sirf taaqub meri zamin ka hai
abhi to honge hawa mein shikar ek se ek
kise kise main banaun nigah ka markaz
ki jaan ek hai aur jaan-nisar ek se ek
koi na koi banaega ishq ke kuze
wafa ka chaak salamat kumhaar ek se ek
ek aaine ne mere kan mein kaha 'harshit'
tumhi nahin hain yahan daghdar ek se ek
(692) ووٹ وصول ہوئے
Related Harshit Mishra Poetry
More Harshit Mishra Poetry
جو ڈوبتے ہوئے بازو نکال لیتا ہے
Harshit Mishra - ہرشت مشرا
Jo Dubte Hue Bazu Nikal Leta Hai

بہانے ڈھونڈ کے لاتے تھے یار ایک سے ایک
Harshit Mishra - ہرشت مشرا
Bahane Dhund Ke Late The Yar Ek Se Ek

ختم کر دیتی ہے خود ہی فاصلہ میرے لیے
Harshit Mishra - ہرشت مشرا
Khatm Kar Deti Hai Khud Hi Fasla Mere Liye

ہم اس کی بستی میں ہیں
Harshit Mishra - ہرشت مشرا
Hum Uski Basti Mein Hain

لکھنؤ شہر میں سب کچھ ہے دل آویز یہاں
Harshit Mishra - ہرشت مشرا
Lakhnau Shahr Mein Sab Kuchh Hai Dil-awez Yahan

پھر وہی بام و در کی تصویریں
Harshit Mishra - ہرشت مشرا
Phir Wahi Baam-o-dar Ki Taswiren

مصیبت کا یہ لمحہ کاٹنا ہے
Harshit Mishra - ہرشت مشرا
Musibat Ka Ye Lamha Katna Hai

کر رہا ہے قیام آنکھوں میں
Harshit Mishra - ہرشت مشرا
Kar Raha Hai Qiyam Aankhon Mein

You can read Bahane DhunD Ke Late The Yar Ek Se Ek written by Harshit Mishra at UrduPoint. Bahane DhunD Ke Late The Yar Ek Se Ek is one of the masterpieces written by Harshit Mishra. You can also find the complete poetry collection of Harshit Mishra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Harshit Mishra' above.
Bahane DhunD Ke Late The Yar Ek Se Ek is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahane DhunD Ke Late The Yar Ek Se Ek, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.