Aae Hain Hum Jahan Mein Gham Le Kar, Urdu Ghazal By Hasrat Azimabadi

Aae Hain Hum Jahan Mein Gham Le Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hasrat Azimabadi. Aae Hain Hum Jahan Mein Gham Le Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aae Hain Hum Jahan Mein Gham Le Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آئے ہیں ہم جہاں میں غم لے کر

حسرتؔ عظیم آبادی

آئے ہیں ہم جہاں میں غم لے کر

دل پر خوں و چشم نم لے کر

ساغر مے کہاں ہے اے گردوں

کیا کریں تیرا جام جم لے کر

وعدہ اقسام کر چکا تو خلاف

اب کے چھوڑوں گا میں قسم لے کر

اس کی محفل سے کب اٹھے گا رقیب

یہ سعادت بھرے قدم لے کر

تر و خشک جہاں پہ قانع رہ

دست دوراں سے بیش و کم لے کر

سر سے مارا کریں پڑے اپنے

گو شہاں طبل اور علم لے کر

راہ میں تیری ضعف سے حسرتؔ

چلے ہر ہر قدم میں دم لے کر

حسرتؔ عظیم آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aae Hain Hum Jahan Mein Gham Le Kar

Hasrat Azimabadi

aae hain hum jahan mein gham le kar
dil-e-pur-KHun o chashm-e-nam le kar

saghar-e-mai kahan hai ai gardun
kya karen tera jam-e-jam le kar

wada aqsam kar chuka tu KHilaf
ab ke chhoDunga main qasam le kar

us ki mahfil se kab uThega raqib
ye saadat-bhare qadam le kar

tar-o-KHushk-e-jahan pe qane rah
dast-e-dauran se besh-o-kam le kar

sar se mara karen paDe apne
go shahan tabl aur alam le kar

rah mein teri zoaf se 'hasrat'
chale har har qadam mein dam le kar

(931) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aae Hain Hum Jahan Mein Gham Le Kar written by Hasrat Azimabadi at UrduPoint. Aae Hain Hum Jahan Mein Gham Le Kar is one of the masterpieces written by Hasrat Azimabadi. You can also find the complete poetry collection of Hasrat Azimabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hasrat Azimabadi' above.

Aae Hain Hum Jahan Mein Gham Le Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aae Hain Hum Jahan Mein Gham Le Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.